SEARCH RESULTS
Showing search results for "ta.assub"
Ghazal MATCHES FOR "ta.assub"
Ghazal
Haseeb Soz
Ghazal
KHudaa yahaa.n bhii ta'assub vahaa.n bhii hai ki nahii.n
karachi vaalo.n se hindostaan puuchhtaa hai
Nawaz Deobandi
Ghazal
zarre zarre me.n mahak pyaar kii Daalii jaa.e
buu ta.assub kii har ik dil se nikaalii jaa.e
Danish Aligarhi
Ghazal
jo diyaa ta.assub kaa tum jalaa ke aa.e ho
sub.h tak na jaane vo kitne ghar jalaa degaa
Saghar Azmi
Ghazal
ta.assub darmiyaa.n se aap ko vaapas na le aa.e
haram kii raah me.n niklaa sanam-KHaana to kyaa hogaa
Saba Akbarabadi
Ghazal
ek chi.ngaarii ta.assub kii nazar aa.ii hai
dekhnaa ye hai kahaa.n is kaa nishaana hogaa
Mohammad Ali Sahil
Ghazal
nafrat-o-buGz-o-ta.assub ke alaava tum se
aaj tak ho na sakii ko.ii kabhii kaam kii baat
Zubair Bahadur Josh
Ghazal
'aajiz' chalii hai.n aisii ta.assub kii aa.ndhiyaa.n
uj.De hu.e nagar ke nagar dekh liijiye
Ajiz Matvi
Ghazal
hamaare dil me.n kabuutar namaaz pa.Dhte hai.n
hamaare dil me.n ta.assub kaa jaal tho.Dii hai
Nawaz Asimi
Ghazal
gar yahii haal zamaane me.n ta.assub kaa rahaa
aage naslo.n me.n mohabbat nahii.n milne vaalii
Tanweer Gauhar
Ghazal
jo mohabbat ke hai.n alfaaz mire ho.nTo.n par
vo ta.assub kaa tire chiir-haran jaante hai.n
Faiz Khalilabadi
Ghazal
ta.assub kii fazaa me.n ta.ana-e-kirdaar kyaa detaa
munaafiq dosto.n ke haath me.n talvaar kyaa detaa
Unwan Chishti
Ghazal
Ejaz Parwana
Ghazal
ta.assub se ho paak har shaKHs 'armaan'
merii saadgii dekh kyaa chaahtaa huu.n