SEARCH RESULTS
Showing search results for "taabuut"
Ghazal MATCHES FOR "taabuut"
Ghazal
kyaa KHabar kal yahii taabuut miraa ban jaa.e
aap jis taKHt kaa haqdaar samajhte hai.n mujhe
Shahid Zaki
Ghazal
ai KHushaa-mast ki taabuut ke aage jis ke
aab-paashii ke badal mai ko chhi.Dakte jaave.n
Meer Hasan
Ghazal
sub.h-dam dekhaa to saaraa baaG thaa gul kii taraf
sham.a ke taabuut par royaa na parvaana ko.ii
Nasir Kazmi
Ghazal
'aamir' is taKHt me.n taabuut nazar aataa hai
dekhte ham hai.n ye darbaan kahaa.n dekhte hai.n
Rana Amir Liyaqat
Ghazal
kahii.n sanduuq hii taabuut ban jaa.e na ik din
hifaazat se rakhii chiizo.n ko phailaanaa pa.Degaa
Zulfiqar Aadil
Ghazal
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
aataa hii na us kuuche se taabuut hamaaraa
dafn aaKHir usii ke pas-e-diivaar hu.e ham
Rasikh Azimabadi
Ghazal
ziyaada had se thii taabuut-e-'miir' par kasrat
hu.aa na vaqt musaa.id namaaz karne ko
Meer Taqi Meer
Ghazal
taabuut miraa tham ke uThaa.o mire yaaro
vo bhii kaf-e-afsos jo mal jaa.e to achchhaa
Rind Lakhnavi
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
siina taabuut na ban jaa.e kisii bulbul kaa
KHushbu.e.n baaG kii kaafuur na ho jaa.e.n kahii.n
Raheel Farooq
Ghazal
sakte me.n sisakte hu.e taabuut khule.nge
achchhaa hai nikal jaa.e ye Dar shaam se pahle
Sajjad Babar
Ghazal
mire KHudaa mire kamre ko ek khi.Dkii de
mai.n apne aap ko taabuut me.n rakhuu.n kab tak
Shakeel Azmi
Ghazal
is tarah pahu.nchegaa kaise paaya-e-takmiil ko
aaKHirii kahtaa hai kyuu.n taabuut kii har kiil ko
Shuja Khaavar
Ghazal
marg-e-mabram saath le aatii hai jab jab zindagii
phir kafan lobaan aur taabuut ho jaataa huu.n mai.n
Ashk Almas
Ghazal
baa'd murdan mire taabuut pe sab rote the
chashm-e-pur-aab magar ik vo sitamgaar na thaa
Jurat Qalandar Bakhsh
Ghazal
taabuut hii dekhaa na miraa aa.nkh uThaa kar
kyaa sharm hai kushta huu.n mai.n us sharm o hayaa kaa
Rasikh Azimabadi
Ghazal
dhuup kii gard fazaa.o.n me.n dilo.n me.n taabuut
har nafas KHud ko bas ik aag kaa dariyaa jaane
Shamim Hanafi
Ghazal
dil par tire hijraa.n me.n qayaamat kii gha.Dii hai
ehsaas ke taabuut me.n ik laash pa.Dii hai
Fauzia Shaikh
Ghazal
majnuu.n kii chaal lailaa agar do-qadam chale
taabuut dil-pasand ho mahmil se dil uchaaT