SEARCH RESULTS
Showing search results for "taaro"
Ghazal MATCHES FOR "taaro"
Ghazal
aalam jahaa.n ba-arz-e-bisaat-e-vajuud thaa
juu.n sub.h chaak-e-jeb mujhe taar-o-puud thaa
Mirza Ghalib
Ghazal
mai.n aas-paas ke mausam se huu.n tar-o-taaza
mai.n apne jhunD se nikluu.n to be-samar ho jaa.uu.n
Munawwar Rana
Ghazal
Kausar Siwani
Ghazal
jhuultii hai mere dil me.n ek shaaKH us pe.D kii
vo tar-o-taaza hai yaa suukhii hu.ii jaisii bhii hai
Shahzad Ahmad
Ghazal
apnaa har andaaz aa.nkho.n ko tar-o-taaza lagaa
kitne din ke baa'd mujh ko aa.iina achchhaa lagaa
Zehra Nigaah
Ghazal
saalik hai kyuu.n taKHayyul-e-tark-e-vajuud me.n
naqsh-e-suvar kaa rang hai tere shuhuud me.n
Pandit Jawahar Nath Saqi
Ghazal
hijr ke dam se salaamat hai tire vasl kii aas
tar-o-taaza hai KHushii Gam kii tavaanaa.ii se
Ahmad Mushtaq
Ghazal
kartii huu.n tar-o-taaza harii rut ke manaazir
kaaGaz pe kabhii pe.D kabhii phuul banaa ke
Komal Joya
Ghazal
ye raat tumhaarii hai chamakte raho taaro
vo aa.e.n na aa.e.n magar ummiid na haaro
Nasir Kazmi
Ghazal
samajh ye daar-o-rasan taar-o-sozan ai mansuur
ki chaak-e-parda haqiiqat kaa hai.n rafuu karte
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
sahar ke Duubte taaro gavaah rahnaa tum
ki mai.n ne aaKHirii saa.nso.n tak intizaar kiyaa
Krishn Bihari Noor
Ghazal
Muzdam Khan
Ghazal
Arsh Sahbai
Ghazal
o muskuraate taaro o khilkhilaate phuulo
ko.ii ilaaj merii aashufta-KHaatirii kaa
Majeed Amjad
Ghazal
KHvaab-e-uryaa.n to isii tarah tar-o-taaza hai
haa.n mirii nii.nd kaa malbuus puraanaa hii sahii
Sameena Raja
Ghazal
rab ke aage to tar-o-taaza gayaa hotaa mai.n
vaqt kuchh der mujhe Tek lagaane detaa
Aal-e-Umar
Ghazal
din ko rahte jhiil par dariyaa kinaare raat ko
yaad rakhnaa chaa.nd taaro is hamaarii baat ko