SEARCH RESULTS
Showing search results for "tabr-o-teg"
Ghazal MATCHES FOR "tabr-o-teg"
Ghazal
dast-e-qaatil me.n ko.ii teG na KHanjar hotaa
miraa saaya jo mire qad ke baraabar hotaa
Badr-e-Alam Khan Azmi
Ghazal
ye shaaKH-e-gul kii lachak bhii payaam rakhtii hai
basaan-e-teG the jo ham ko haq-parast mile
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kabhii vo dekhte hai.n apne teG o baazuu ko
kabhii vo Gaiz se mujh par nigaah karte hai.n
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
kyaa paan kii surKHii ne kiyaa qatl kisii ko
shiddat se hai kyuu.n aaj tirii teG-e-zabaa.n surKH
Parveen Umm-e-Mushtaq
Ghazal
tiir-o-kamaa.n ke saath na teG-o-tabar ke saath
ham jang KHaalii haath la.De hai.n jigar ke saath
Shakeel Ibn-e-Sharaf
Ghazal
jumbish-e-teG-e-nigah kii nahii.n haajat aslan
kaam meraa vo ishaaro.n hii me.n kar jaate hai.n
Kalb-e-husain Nadir
Ghazal
mujh se na puuchh apnii hii teG-e-adaa se puuchh
kyuu.n terii chashm-e-lutf bhii marham na ho sakii
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
chaaTaa hai ek 'umr lu.aab-e-zabaan-e-teG
zaKHmo.n ke muddato.n me.n hu.e hai.n dahan durust
Naseem Dehlvi
Ghazal
chaahiye pairahan-e-daaman-e-teG o qaatil
tere KHanjar kaa hai darkaar garebaa.n mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
tishna-e-aab-e-dam-e-teG ne piinaa kaisaa
aa.nkh uThaa kar na kabhii aab-e-baqaa ko dekhaa
Mirza Mayal Dehlvi
Ghazal
dilo.n me.n iKHtilaaf kii KHaliij aur ba.Dh ga.ii
ba-zor-e-teG mas.ala nipaT gayaa to kyaa hu.aa
Azeez Baghravi
Ghazal
rozii hu.aa hai daana-e-zanjiir-o-aab-e-teG
qismat kaa 'aashiqo.n kii ye hai aab-o-daana thaa
Hatim Ali Mehr
Ghazal
ba-zor-e-teG mujhe tum jhukaa nahii.n sakte
zamaane-bhar ko saf-aaraa mire KHilaaf karo
Shabab Lalit
Ghazal
ba-zor-e-teG hukuumat kiyaa nahii.n karte
jo ho sake to dilo.n par bhii hukmaraanii kar
Iqbal Asif
Ghazal
dekhaa mujhe to phir vo achaanak kahaa.n ga.e
ai teG-e-naaz terii ravaanii ke hausle