SEARCH RESULTS
Showing search results for "tahalne"
Ghazal MATCHES FOR "tahalne"
Ghazal
ye bahaana tire diidaar kii KHvaahish kaa hai
ham jo aate hai.n idhar roz Tahalne ke liye
Shakeel Azmi
Ghazal
tuu nahii.n aataa thaa jis roz Tahalne ke liye
shaaKH ke haath pe kumlaayaa hu.aa rahtaa thaa mai.n
Anjum Saleemi
Ghazal
vahshat hai bahut KHuun me.n 'nusrat' isii Dar se
sahraa kii taraf jaa ke Tahalne kii nahii.n huu.n
Nusrat Mehdi
Ghazal
kyaa soch kar mai.n nikluu.n Tahalne ba-vaqt-e-shaam
jangal bahut ghanaa hai mire ghar ke saamne
Javed Mehdi
Ghazal
tuu shaam ko jo aaya Tahalne ke vaaste
sartaaj-e-koh-e-tuur tiraa baam ho gayaa
Shah Akbar Danapuri
Ghazal
hai shauq Tahalne kaa to KHvaabo.n me.n hii Tahlo
baaGo.n me.n Tahalne me.n abhii vaqt lagegaa
Aradhana Prasad
Ghazal
vo jab bhii raat ko chhat par Tahalne jaataa hai
bahut jhijhakte hu.e chaa.ndnii nikaltii hai
Sarmad Khan
Ghazal
bulbul se kah do sheva-e-faryaad chho.D de
aa.e.nge baaG me.n vo Tahalne ke vaaste
Hajir Dehlwi
Ghazal
sunaa 'adnaan' aate hai.n Tahalne roz gulshan me.n
umiid-e-ik-nazar par ab nikal aaya hai diivaana
Adnan Akhtar Azmi
Ghazal
aap tanhaa na kahii.n jaa.e.n Tahalne ke liye
saath uThtii hai qayaamat bhii to chalne ke liye
Safdar Mirzapuri
Ghazal
jab aasmaan pe 'taabish' dhanak ubhartii hai
ham apne saath chhato.n par Tahalne lagte hai.n
Abbas Tabish
Ghazal
chaTTaan ban ke saamne aa.ii hai kaalii raat
aa.ngan me.n mere jab se Tahalne lagii hai shaam
Mir Sajjad
Ghazal
'naashaad' dil ke zaKHm pe marham lagaa.iye
aa.ngan me.n apne ghar ke Tahalne lagii hai shaam
Nashad Aurangabadi
Ghazal
'Gaalib' hame.n na chhe.D ki phir josh-e-ashk se
baiThe hai.n ham tahayya-e-tuufaa.n kiye hu.e
Mirza Ghalib
Ghazal
tanhaa.ii kii ye kaun sii manzil hai rafiiqo
taa-hadd-e-nazar ek bayaabaan saa kyuu.n hai
Shahryar
Ghazal
justujuu ne kisii manzil pe Thaharne na diyaa
ham bhaTakte rahe aavaara KHayaalo.n kii tarah