SEARCH RESULTS
Showing search results for "tajdiid-e-iltifaat"
Ghazal MATCHES FOR "tajdiid-e-iltifaat"
Ghazal
tark-e-vafaa ke baa'd hai tajdiid-e-iltifaat
misl-e-libaas-e-kohna jo pahnaa rafuu ke ba.ad
Haqeer Jahani
Ghazal
yaad aa rahii hai un kii vo tajdiid-e-iltifaat
pahluu-e-sad-nadaamat-e-iifaa liye hu.e
Suha Mujaddadi
Ghazal
maar Daalaa tirii ik tarz-e-taGaaful ne mujhe
aur tajdiid-e-jafaa ho ye zaruurii to nahii.n
Kanval M. A
Ghazal
mujhe to chashm-e-gurezaa.n bhii iltifaat lagii
tire sitam pe bhii iisaar kaa gumaa.n guzraa
Syeda Shan-e-Meraj
Ghazal
Ahmad Faraz
Ghazal
tajdiid-e-rasm-o-raah-e-mulaaqaat kiijiye
mujh se nazar milaa ke zaraa baat kiijiye
Anwar Sabri
Ghazal
tajdiid-e-aarzuu-e-dil-aaraa kiye hu.e
har shaam zindagii kaa sa.nvartaa hu.aa vajuud
Fida-ul-Mustafa Fidwi
Ghazal
tajdiid-e-rah-o-rasm-e-mulaaqaat bhii hotii
vo saamne aate to ko.ii baat bhii hotii
Nasir Ansari
Ghazal
har lab pe ko.ii naa’ra-e-mansuur josh-zan
tajdiid-e-zauq-e-daar-o-rasan kuchh na puuchhiye
Arif Nadwi
Ghazal
Ehsan Danish
Ghazal
tajdiid-e-ahd-e-ishq hu.ii aaj yuu.n 'shamiim'
nazre.n milii.n salaam kiyaa aur ro diye
Shamim Jaipuri
Ghazal
un se tajdiid-e-rasm-o-raah kii baat
hai to mumkin magar muhaal bahut
Gulamullah Afsoon Bhopali
Ghazal
har ek saa.ns hai tajdiid-e-yaad-e-ayyaamii
guzar gayaa vo zamaana jise guzarnaa thaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
fikr-e-tajdiid-e-rivaayaat-e-kuhan aaj bhii hai
haq-bayaanii kaa sila daar-o-rasan aaj bhii hai
Mahshar Inayati
Ghazal
Syed Mehmood Hasan Qaisar Amrohvi
Ghazal
phir aaj uTh rahaa hai dhu.aa.n dil ke aas-paas
tajdiid-e-aarzuu-e-mulaaqaat bhii nahii.n
Farooq Nazki
Ghazal
tark-e-ta.alluqaat kaa afsos hai magar
tajdiid-e-rasm-o-raah kaa qaa.il nahii.n rahaa
Sarwar Abidi
Ghazal
tajdiid-e-rasm-o-raah pe vo to rahaa musir
vo bevafaa magar mujhe achchhaa nahii.n lagaa
Laeeq Akbar Sahaab
Ghazal
tajdiid-e-rasm-o-raah se kis ko thaa iKHtilaaf
kis ne u.Daa.ii kaag banere se KHair chho.D