SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaddus"
Ghazal MATCHES FOR "taqaddus"
Ghazal
nazar Gazaal mohabbat naqaab jhiil ajal
suruur-e-ishq taqaddus fareb-e-amr-o-nahii
Shahzad Qais
Ghazal
Munawwar Rana
Ghazal
KHush-baashii-o-tanziiya-o-taqaddus the mujhe 'miir'
asbaab pa.De yuu.n ki ka.ii roz se yaa.n huu.n
Meer Taqi Meer
Ghazal
us ne raato.n ke taqaddus ko kiyaa hai majruuh
ek muTThii bhii jise dhuup mayassar hu.ii hai
Saleem Siddiqui
Ghazal
kyaa KHaandaa.n kaa apne tujh se kahe.n taqaddus
ruuhul-qudus ik adnaa darbaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Ghazal
log kahte hai.n taqaddus ke subuu TuuTe.nge
jhuumtii raah-guzaaro.n kii ridaa.e.n sii lo
Saghar Siddiqui
Ghazal
daamaan-e-taqaddus par daaGo.n kii faraavaanii
ik maulvii ke ghar me.n shaitaan are tauba
Shauq Bahraichi
Ghazal
daa.Dhii ko tirii vaa.iz sab dekh ke kahte hai.n
vo qasr-e-taqaddus kaa chhajjaa nazar aataa hai
Zareef Lakhnavi
Ghazal
bhuul jaate hai.n taqaddus ke hasii.n pal kitne
log jazbaat me.n ho jaate hai.n paagal kitne
Rafia Shabnam Abidi
Ghazal
ek diivaar ne rishto.n kaa taqaddus to.Daa
bhaa.ii rokaa thaa tujhe ghar me.n ye la.anat na banaa
Yunus Tahseen
Ghazal
jo uThaa karte the iz.haar-e-taqaddus ke liye
un larazte kaa.npte haatho.n me.n jaam aa hii gayaa
Shakeel Badayuni
Ghazal
Priya Tabita
Ghazal
farishta hai to taqaddus tujhe mubaarak ho
ham aadmii hai.n to aib-o-hunar bhii rakhte hai.n
Dil Ayubi
Ghazal
Khalid Moin
Ghazal
zikr-e-mahbuub hai paaband-e-taqaddus kitnaa
baa-vazuu aa.nkh agar ho to Gazal hotii hai
Tufail Hoshiarpuri
Ghazal
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
kis bosa-e-be-saaKHta kaa huu.n mai.n taqaddus
kis siina-e-be-daaG kaa armaa.n huu.n bataa.o