SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaddus"
Nazm MATCHES FOR "taqaddus"
Nazm
yaksui
mai.n samajhtaa huu.n taqaddus ko tamaddun kaa fareb
tum rusuumaat ko iimaan banaatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
ek mustaqbil-e-zarrii.n kii tijaarat ke liye
tuu mohabbat ke taqaddus ko bhii Thukraa.egii
Qateel Shifai
Nazm
mukafat
guzar ga.ii hai taqaddus me.n zindagii merii
dil ahrman se rahaa hai satiiza-kaar meraa
Noon Meem Rashid
Nazm
aurat
dil-paziirii-e-azaa.n dildaarii-e-naaquus-e-dair
sehan-e-masjid kaa taqaddus partav-e-faanuus-e-dair
Shaad Aarfi
Nazm
khilauna
kitnii naapaak nigaaho.n ne luTero.n kii tarah
mere ehsaas se chhiinaa hai taqaddus kaa hijaab
Naresh Kumar Shad
Nazm
jarub-kash
quut-e-yak-shab ke taqaddus me.n samo saktii hai
kaash tuu hiila-e-jaaruub ke par noch sake
Majeed Amjad
Nazm
holi khelne ki farmaish par
hai ye ahbaab ko israar ki holii kheluu.n
to.D duu.n aaj to mai.n zohd-o-taqaddus kaa fusuu.n
kanval Dibaivi
Nazm
aawara
ab na ehsaas-e-taqaddus na rivaayat kii fikr
ab ujaalo.n me.n na khaa.uu.ngii mai.n zulmat ke fareb
Akhtar Payami
Nazm
breaking news
jo bahut se aa.nsu.o.n ke baa'd miltii hai
taqaddus se bharaa kirdaar
Humaira Rahat
Nazm
man
taqaddus pyaar kii bahtii nadii hai
vafaa iisaar qurbaanii kaa jiitaa jaagtaa paikar
Dr. Rahi
Nazm
jazb-e-ghairat
tirii hayaa se taqaddus hai aadamiyat kaa
kiyaa hai tujh ko sar-afraaz jazb-e-Gairat ne