SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaddus"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taqaddus"
Ghazal
nazar Gazaal mohabbat naqaab jhiil ajal
suruur-e-ishq taqaddus fareb-e-amr-o-nahii
Shahzad Qais
Sher
farishta hai to taqaddus tujhe mubaarak ho
ham aadmii hai.n to aib-o-hunar bhii rakhte hai.n
Dil Ayubi
Nazm
yaksui
mai.n samajhtaa huu.n taqaddus ko tamaddun kaa fareb
tum rusuumaat ko iimaan banaatii kyuu.n ho
Sahir Ludhianvi
Ghazal
Munawwar Rana
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taqaddus"
Nazm
aaj ki baaten kal ke sapne
ek mustaqbil-e-zarrii.n kii tijaarat ke liye
tuu mohabbat ke taqaddus ko bhii Thukraa.egii
Qateel Shifai
Ghazal
us ne raato.n ke taqaddus ko kiyaa hai majruuh
ek muTThii bhii jise dhuup mayassar hu.ii hai
Saleem Siddiqui
Naat
madiine jaa ke ham samjhe taqaddus kis ko kahte hai.n
havaa paakiiza paakiiza fazaa sanjiida sanjiida
Iqbal Azeem
Ghazal
kyaa KHaandaa.n kaa apne tujh se kahe.n taqaddus
ruuhul-qudus ik adnaa darbaan hai hamaaraa
Meer Taqi Meer
Sher
terii ma.asuum nigaaho.n ke taqaddus kii qasam
so bhii jaa.uu.n to tire KHvaab jagaa dete hai.n
Unknown
Ghazal
log kahte hai.n taqaddus ke subuu TuuTe.nge
jhuumtii raah-guzaaro.n kii ridaa.e.n sii lo
Saghar Siddiqui
Nazm
mukafat
guzar ga.ii hai taqaddus me.n zindagii merii
dil ahrman se rahaa hai satiiza-kaar meraa
Noon Meem Rashid
Ghazal
daamaan-e-taqaddus par daaGo.n kii faraavaanii
ik maulvii ke ghar me.n shaitaan are tauba