SEARCH RESULTS
Showing search results for "taqaddus-e-iimaa.n"
Ghazal MATCHES FOR "taqaddus-e-iimaa.n"
Ghazal
mire taqaddus-e-iimaa.n se kheltii hii rahii.n
tirii nigaah kii kaafir-adaa.iyaa.n kyaa kyaa
Haneef Akhgar
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
abhii kamii hai tire zauq-e-ishq me.n 'aiman'
lahuu hu.aa tiraa aa.nsuu sharaab ho na sakaa
Aiman Amritsari
Ghazal
Aiman Amritsari
Ghazal
ai kariim 'aiman' ke isyaa.n aaj kar is ke sipurd
teraa dariyaa-e-karam lahraa rahaa hai josh me.n
Aiman Amritsari
Ghazal
raaz-go.ii tirii 'aiman' hai gunaah-e-akbar
maa.ng le afv ki us kaa hai karam aam abhii
Aiman Amritsari
Ghazal
rauzan ko jaantaa hai mah-o-mehr kaa madaar
'aiman' ko raushnii kii KHabar hai kahaa.n abhii
Mamun Aiman
Ghazal
'amaan' apnii tarah aashnaa-e-fan to nahii.n
nashist-e-jaa.n me.n ko.ii apnaa ham-suKHan to nahii.n
Amaan Haider
Ghazal
shahr-e-suKHan me.n hogaa na lahja 'amaan' saa
hargiz nahii.n mile.nge tumhe.n merii dhun ke log
Amaan Haider
Ghazal
gire hii jaatii hai.n dekho hamaare kaa.ndho.n par
'amaan' aap kii baaho.n ko nii.nd aa rahii hai
Amaan Haider
Ghazal
Iman Qaisrani
Ghazal
Amaan Zakhirvi
Ghazal
ilm-o-hunar mile hai.n magar tere saamne
pahle bhii be-hunar the 'aman' ab bhii be-hunar
Aman Chandpuri
Ghazal
'amaan' shor thaa tum ne sunaa nahii.n hogaa
jab aa rahe ho kisii ne tumhe.n bulaayaa hii ho