SEARCH RESULTS
Showing search results for "tar-daaman"
Ghazal MATCHES FOR "tar-daaman"
Ghazal
chaman me.n phuulo.n kaa daamaan-e-taar-taar bhii dekh
bahaar dekh chukaa haasil-e-bahaar bhii dekh
Ahmar Gorakhpuri
Ghazal
daaman-e-taar-taar ke din hai.n
phir chaman me.n bahaar ke din hai.n
Abdur Rasheed Khan Kaifi Mahkari
Ghazal
chaman ko phuul vatan ko na.ii bahaar mile
hame.n bhii daaman-e-sad-chaak-o-taar-taar mile
Shabana Nazeer
Ghazal
KHushbuu ho fazaa.o.n me.n KHush-rang nazaare ho.n
daamaan-e-gul-e-tar se jab baad-e-sabaa uljhe
Reshma Zaidi
Ghazal
chaman me.n dhuum machii hai ki fasl-e-gul aa.ii
yahii hai daaman-e-sad-taar-taar kaa mausam
Azhar Ghauri Nadwi
Ghazal
jo dil pe guzrii hai dushman pe bhii na vo guzre
dariida daaman-e-sad-taar-taar dil hii to hai
Bazm Ansari
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
taar daaman ke u.De ishq ko me.araaj milii
zeb-e-gulshan hu.aa gul chaak-garebaa.n ho kar
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
paak-baazii me.n tumhaaraa hai ye tar-daaman KHuub
mai.n kahuu.n apnii hikaayaat tumhe.n is se kyaa