SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraana"
Ghazal MATCHES FOR "taraana"
Ghazal
jo Gazal aaj tire hijr me.n likkhii hai vo kal
kyaa KHabar ahl-e-mohabbat kaa taraana ban jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
palak fasaana sharaarat hijaab tiir du.aa
tamannaa nii.nd ishaara KHumaar saKHt thakii
Shahzad Qais
Ghazal
zindagii hasrato.n ke saaz pe sahmaa-sahmaa
vo taraana hai jise dil nahii.n gaanaa chaahe
Kumar Vishwas
Ghazal
'daaG' o 'majruuh' ko sun lo ki phir is gulshan me.n
na sunegaa ko.ii bulbul kaa taraana hargiz
Altaf Hussain Hali
Ghazal
jaa.n mutrib-e-taraana-e-hal-mim-maziid hai
lab parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Sabir Zafar
Ghazal
zabt-e-junuu.n se har sar-e-muu hai taraana-KHez
yak naala baiThiye to nayastaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
bahut dino.n se dil-o-jaa.n kii mahfile.n hai.n udaas
ko.ii taraana ko.ii daastaa.n sunaataa jaa
Ali Sardar Jafri
Ghazal
mujhe defence kii lingua-franca na.ii.n aatii
tumhe.n to sadr kaa qaumii taraana aataa hai
Idris Babar
Ghazal
karvaTe.n lete hu.e raat guzar jaa.e to kyaa
sub.h hote hii mohabbat kaa taraana ho jaa.uu.n
Kausar Mazhari
Ghazal
Jaleel Manikpuri
Ghazal
KHayaal apne me.n go huu.n taraana-sanjaa.n mast
karaahne ke dilo.n ko kabhii sunaa bhii hai
Mohammad Rafi Sauda
Ghazal
ye mahfil-e-tarab-e-husn hai nahii.n maqtal
sadaa guluu-e-buriida kii hai taraana-e-ishq
Khwaja Mohammad Wazir
Ghazal
jo jo.D na de TuuTe hu.e taar dilo.n ke
ham us ko mohabbat kaa taraanaa nahii.n kahte
Jigar Jalandhari
Ghazal
vo bazm-e-harf ho yaa mahfil-e-samaa-e-KHayaal
jahaa.n bhii vajd kiyaa ham ne be-taraana kiyaa
Ahmad Mushtaq
Ghazal
ye shor banegaa kisii bekas kaa taraana
duniyaa mirii zanjiir se hairaan abhii hai