SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraana"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "taraana"
Ghazal
bas ik nigaah se luTtaa hai qaafila dil kaa
so rah-ravaan-e-tamannaa bhii Dar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Ghazal
Ahmad Faraz
PAGE MATCHES FOR "taraana"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "taraana"
Ghazal
jo Gazal aaj tire hijr me.n likkhii hai vo kal
kyaa KHabar ahl-e-mohabbat kaa taraana ban jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
palak fasaana sharaarat hijaab tiir du.aa
tamannaa nii.nd ishaara KHumaar saKHt thakii
Shahzad Qais
Ghazal
zindagii hasrato.n ke saaz pe sahmaa-sahmaa
vo taraana hai jise dil nahii.n gaanaa chaahe
Kumar Vishwas
Ghazal
'daaG' o 'majruuh' ko sun lo ki phir is gulshan me.n
na sunegaa ko.ii bulbul kaa taraana hargiz
Altaf Hussain Hali
Sher
jo Gazal aaj tire hijr me.n likkhii hai vo kal
kyaa KHabar ahl-e-mohabbat kaa taraana ban jaa.e
Ahmad Faraz
Ghazal
jaa.n mutrib-e-taraana-e-hal-mim-maziid hai
lab parda-sa.nj-e-zamzama-e-al-amaa.n nahii.n
Mirza Ghalib
Ghazal
Sabir Zafar
Sher
fanaa hii kaa hai baqaa naam duusraa 'anjum'
nafas kii aamad-o-shud maut kaa taraana hai