SEARCH RESULTS
Showing search results for "taraana"
Nazm MATCHES FOR "taraana"
Nazm
tarana-e-hindi
saare jahaa.n se achchhaa hindostaa.n hamaaraa
ham bulbule.n hai.n is kii ye gulsitaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
tarana-e-milli
'iqbaal' kaa taraana baa.ng-e-daraa hai goyaa
hotaa hai jaada-paimaa phir kaarvaa.n hamaaraa
Allama Iqbal
Nazm
ek tarana mujahidin-e-filistin ke liye
ham jiite.nge
haqqaa ham ik din jiite.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
girls college ki lari
fasaana bhii un kaa taraana bhii un kaa
javaanii bhii un kii zamaana bhii un kaa
Jan Nisar Akhtar
Nazm
gandhi-ji ki yaad mein!
ye naGma-e-hayaat hai ki hai ajal taraana-sanj
ye daur-e-kaa.enaat hai ki raqs me.n hai ahrman
Jigar Moradabadi
Nazm
tarana-e-reKHta
sar cha.Dh ke boltaa hai urdu zabaa.n kaa jaaduu
hindostaa.n kii miTTii ke aasmaa.n kaa jaaduu
Farhat Ehsas
Nazm
bhaarat ke musalman
hargiz na bhalaa 'miir' kaa 'Gaalib' kaa taraana
ban jaa.e kahii.n terii haqiiqat na fasaana
Jagan Nath Azad
Nazm
marsiya-e-dehli-e-marhum
'daaG' o 'majruuh' ko sun lo ki phir is gulshan me.n
na sunegaa ko.ii bulbul kaa taraanaa hargiz
Altaf Hussain Hali
Nazm
ehsas-e-kaamran
bartar aqvaam ke maGruur KHudaa.o.n se kaho
aaKHirii baar zaraa apnaa taraana dohraa.e.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
jannat-e-kashmir yahi hai
jis husn ke har naaz pe miTtaa hai zamaana
jis husn kaa hai lab pe muGannii ke taraanaa
Arsh Malsiyani
Nazm
ek shaera ki shadi par
haa.n vo aurat jise bachcho.n kaa fasaana kahiye
barbat-e-nafs kaa ik fuhsh taraana kahiye
Akhtar Shirani
Nazm
aao chalen man
sa.Dko.n pe galiyo.n me.n filmii taraana
yaad nahii.n lekin KHushii kaa fasaana