SEARCH RESULTS
Showing search results for "tariiqa"
Ghazal MATCHES FOR "tariiqa"
Ghazal
ye jo shahtiir hai palko.n pe uThaa lo yaaro
ab ko.ii aisaa tariiqa bhii nikaalo yaaro
Dushyant Kumar
Ghazal
Allama Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
ye us kaa apnaa tariiqa hai daan karne kaa
vo jis se shart lagaataa hai haar jaataa hai
Akhtar Nazmi
Ghazal
savaal-e-mai na karuu.n saaqi-e-fara.ng se mai.n
ki ye tariiqa-e-rindaan-e-paak-baaz nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
Charagh Sharma
Ghazal
karam ke rang nihaayat ajiib hote hai.n
sitam bhii ek tariiqa hai mehrbaanii kaa
Abdul Hamid Adam
Ghazal
buraa na maan jo pahluu badal rahaa huu.n mai.n
miraa tariiqa hai ye arz-e-haal karne kaa
Mohsin Asrar
Ghazal
'faraaz'-o-'faiz' ke dilkash kalaam ko pa.Dh kar
mohabbato.n kaa tariiqa sikhaa rahaa thaa mai.n
Mohsin Aftab Kelapuri
Ghazal
Irfan Siddiqi
Ghazal
Fariha Naqvi
Ghazal
tariiqa ye bhii hai ik imtihaan-e-jazba-e-dil kaa
tumhaarii be-ruKHii ko bad-gumaanii kaun kahtaa hai
Arsh Malsiyani
Ghazal
mai.n ho gayaa huu.n kisii nii.nd kaa shiraakat-daar
mai.n ik hasiin kaa takiya badal ke aayaa huu.n
Akbar Masoom
Ghazal
aane vaalo.n ko tariiqa mujhe aataa hai bahut
jaane vaalo.n ke ta.aaqub me.n lagaa dene kaa
Zafar Iqbal
Ghazal
KHilaaf-e-vaaqi.a kuchh bhii ho sun sunaa lenaa
yahii tariiqa magar iKHtiyaar mat karnaa
Saadullah Shah
Ghazal
bataa mujh ko tariiqa ai shab-e-Gam saal kaTne kaa
ko.ii baara mahiine tiis din kyaa kar ke din kaaTe
Muztar Khairabadi
Ghazal
jaal me.n us ke giraftaar to honaa thaa hame.n
us ke jaaduu se nikalne kaa tariiqa kyaa thaa
Shahzad Ahmad
Ghazal
Fana bulandshahri
Ghazal
har nasha kar ke yahaa.n dekh chukaa huu.n yaaro.n
bhuul jaane kaa use aur tariiqa kyaa hai