SEARCH RESULTS
Showing search results for "tariiqa"
Nazm MATCHES FOR "tariiqa"
Nazm
jugnu
bas ek vaqfa-e-taariik, lamha-e-shahlaa
samaa me.n jumbish-e-mub.ham sii kuchh hu.ii fauran
Firaq Gorakhpuri
Nazm
ustad ka DanDa
lad gayaa ab to vo anDo.n kaa zamaana saahab
ho chukaa ab to tariiqa ye puraanaa saahab
Syeda Farhat
Nazm
zindagi
us ke siine me.n ahinsaa bhar de
ki ye jiine kaa tariiqa bhii hai andaaz bhii hai
Kaifi Azmi
Nazm
zehra ne bahut din se kuchh bhi nahin likkha hai
aasaanii se jiine kaa achchhaa ye tariiqa hai
'zahra' ne bahut din se kuchh bhii nahii.n likkhaa hai!
Zehra Nigaah
Nazm
kitaben
sikhaatii hai.n ye jiine kaa tariiqa
bataatii hai.n hame.n kyaa hai saliiqa
Zafar Kamali
Nazm
ek manzum KHat
phir ko.ii to tariiqa nikaaloge
jis se zamaane ko ye baat samjhaa sako
Shoaib Kiani
Nazm
ek waqt mein ek kaam
KHush rahne kaa hai yahii tariiqa
har baat kaa siikhiye saliiqa
Ismail Merathi
Nazm
naya sal
puraanaa tariiqa badalnaa hai ham ko
taraqqii kii raaho.n pe chalnaa hai ham ko
Syeda Farhat
Nazm
meri pyari amman
tumhii.n ne hai achchhaa tariiqa sikhaayaa
tumhii.n ne hai rasta KHudaa kaa bataayaa
Mohammad Husain Azad
Nazm
ek aur mashwara
kis jagah pe ruknaa hai! kis taraf chalaa jaa.e
dil kii baat kahne kaa ik yahii tariiqa hai
Amjad Islam Amjad
Nazm
kar-nama
vo kyaa tariiqa ho mai.n is kaa bhaag ban jaa.uu.n
samajh me.n aayaa nahii.n ko.ii raasta bhii jab
Akhtarul Iman
Nazm
rumuz-e-auqaf ki nazm
kahaa.n ehsaas ko puuraa dikhaanaa hai
tariiqa hii nahii.n aataa
Daniyal Tareer
Nazm
kifayat shiari
har ek shai ko baratne kaa ik tariiqa hai
is tarah se kifaayat bhii ik saliiqa hai