SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarjiih"
Ghazal MATCHES FOR "tarjiih"
Ghazal
sunaa hai us ke badan kii taraash aisii hai
ki phuul apnii qabaa.e.n katar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Ghazal
us ke ho.nTo.n ko nahii.n aa.nkh ko dii hai tarjiih
pyaas ko pyaas bujhaane se alag rakkhaa hai
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sunii-sunaa.ii pe tarjiih laakh baar us ko
kitaab-e-dil kii 'razaa' baat aasmaanii hai
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
detaa hai kisii aur ko tarjiih vo mujh par
us ko ye jataane me.n zaraa vaqt lagegaa
Sughra Sadaf
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
dil ko har lahza hii dii aql pe ham ne tarjiih
yaar-e-jaanii ko kahaa.n dushman-e-jaanii karte
Irfan Sattar
Ghazal
aduu ko dete hai.n tarjiih mujh se KHaadim par
bure-bhale ke parii-vash mizaaj-daan nahii.n
Fakhr Zaman
Ghazal
is taraf dil dekh kar aur us taraf sar dekh kar
paa.nv rakhnaa chaahiye tum ko zamii.n par dekh kar
Nooh Narvi
Ghazal
vo mere paas na aane ko detaa hai tarjiih
jab us ko merii zaruurat ziyaada hotii hai
Asad Badayuni
Ghazal
sune ko dekhe pa ham kis tarah se de.n tarjiih
KHudaa to ham ne sunaa hai tumhe.n butaa.n dekhaa
Qayem Chaandpuri
Ghazal
ek din to dil ko bhii tarjiih de kar dekh luu.n
'aql se kah do ki mujh ko aaj tanhaa chho.D de
Saleem Siddiqi
Ghazal
vo pas-o-pesh ki sochuu.n to laraz jaataa huu.n
us kii tarjiih ne tardiid se aaGaaz kiyaa
Shamshad shaad
Ghazal
auro.n par apnii zaat kii tarjiih to bajaa
ham ne kuchh apne saath bhii achchhaa nahii.n kiyaa
Pritpal Singh Betab
Ghazal
jo pas-o-pesh ki sochuu.n to laraz jaataa huu.n
us kii tarjiih ne tardiid se aaGaaz kiyaa