SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarjiih"
Nazm MATCHES FOR "tarjiih"
Nazm
aaKHiri mulaqat
maazii pe apne haal ko tarjiih kyuu.n na duu.n
maatam KHizaa.n kaa ho ki bahaaro.n kaa, ek hai
Akhtarul Iman
Nazm
hubb-e-watan
koh o sahraa se taa lab-e-dariyaa
jis taraf jaa.e.n jii nahii.n lagtaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
bint-e-hawwa
bint-e-havvaa huu.n mai.n 'aurat hai miraa ism-e-shariif
hai ye pahchaan mirii aur yahii hai taa'riif
Hina Rizvi
Nazm
hubb-e-watan
ab na sayyad kaa iftiKHaar sahiih
na barahman ko shudr par tarjiih
Altaf Hussain Hali
Nazm
qabristan mein KHud-kalami
raah-giirii maut maare jaanaa merii hargiz tarjiih nahii.n
magar us me.n harj bhii kyaa hai
Zahid Masood
Nazm
aurat
uTh mirii jaan mire saath hii chalnaa hai tujhe
qadr ab tak tirii taariiKH ne jaanii hii nahii.n
Kaifi Azmi
Nazm
muhasara
ye shart-naama jo dekhaa to elchii se kahaa
use KHabar nahii.n taariiKH kyaa sikhaatii hai
Ahmad Faraz
Nazm
jawed ke nam
miraa tariiq amiirii nahii.n faqiirii hai
KHudii na bech Gariibii me.n naam paidaa kar
Allama Iqbal
Nazm
andesha
u.ngliyaa.n uTThe.ngii suukhe hu.e baalo.n kii taraf
ik nazar dekhe.nge guzre hu.e saalo.n kii taraf
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
ajnabi sham
sab kaa ruKH hai nashemano.n kii taraf
bastiyo.n kii taraf bano.n kii taraf