SEARCH RESULTS
Showing search results for "tarjiih"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "tarjiih"
Nazm
aaKHiri mulaqat
ab kaun un shikasta mazaaro.n kii baat laa.e
maazii pe apne haal ko tarjiih kyuu.n na duu.n
Akhtarul Iman
Ghazal
Malikzaada Manzoor Ahmad
Nazm
hubb-e-watan
koh o sahraa se taa lab-e-dariyaa
jis taraf jaa.e.n jii nahii.n lagtaa
Altaf Hussain Hali
PAGE MATCHES FOR "tarjiih"
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "tarjiih"
Quote
Maulana Jalaluddin Rumi
Sher
Malikzaada Manzoor Ahmad
Nazm
hubb-e-watan
ab na sayyad kaa iftiKHaar sahiih
na barahman ko shudr par tarjiih
Altaf Hussain Hali
Ghazal
us ke ho.nTo.n ko nahii.n aa.nkh ko dii hai tarjiih
pyaas ko pyaas bujhaane se alag rakkhaa hai
Dilawar Ali Aazar
Ghazal
Abdul Hamid Adam
Ghazal
sunii-sunaa.ii pe tarjiih laakh baar us ko
kitaab-e-dil kii 'razaa' baat aasmaanii hai
Kalidas Gupta Raza
Ghazal
detaa hai kisii aur ko tarjiih vo mujh par
us ko ye jataane me.n zaraa vaqt lagegaa
Sughra Sadaf
Ghazal
dil ko har lahza hii dii aql pe ham ne tarjiih
yaar-e-jaanii ko kahaa.n dushman-e-jaanii karte
Irfan Sattar
Ghazal
Zafar Iqbal
Ghazal
aduu ko dete hai.n tarjiih mujh se KHaadim par
bure-bhale ke parii-vash mizaaj-daan nahii.n
Fakhr Zaman
Ghazal
is taraf dil dekh kar aur us taraf sar dekh kar
paa.nv rakhnaa chaahiye tum ko zamii.n par dekh kar
Nooh Narvi
Ghazal
ek din to dil ko bhii tarjiih de kar dekh luu.n
'aql se kah do ki mujh ko aaj tanhaa chho.D de
Saleem Siddiqi
Ghazal
vo mere paas na aane ko detaa hai tarjiih
jab us ko merii zaruurat ziyaada hotii hai







