SEARCH RESULTS
Showing search results for "tasniim"
Ghazal MATCHES FOR "tasniim"
Ghazal
vo mast nigaahe.n hai.n yaa vajd me.n raqsaa.n hai
tasniim kii lahro.n me.n firdaus kii raa'naa.ii
Sufi Ghulam Mustafa Tabassum
Ghazal
Majrooh Sultanpuri
Ghazal
tishnagii hai ki bujhaa.e nahii.n bujhtii 'sardaar'
ba.Dh ga.ii kausar-o-tasniim kii sauGaat ke ba.ad
Ali Sardar Jafri
Ghazal
jise samajhte hai.n sab mauj-e-kausar-o-tasniim
vo aa.ina bhii hai tapte hu.e saraab kii aa.nch
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
Tasneem Abidi
Ghazal
nazar nazar se milaa kar sharaab piite hai.n
ham un ko paas baiThaa kar sharaab piite hai.n
Tasneem Faruqi
Ghazal
tishna-labo.n kii jaan hai shamshiir-e-aab-daar
KHvaahish unhe.n to kausar-o-tasniim kii nahii.n
Mohammad Yusuf Rasikh
Ghazal
KHushk zarro.n pe machal jaa.e shamiim o tasniim
sabt karte hu.e yuu.n laGzish-e-mastaana chale.n
Josh Malihabadi
Ghazal
kisii ke jaur kaa 'tasniim' ye fasaana hai
ki jis ko nazm banaa kar sunaa diyaa tum ne
Jameela Khatoon Tasneem
Ghazal
Tasneem Abidi
Ghazal
Seemab Akbarabadi
Ghazal
qatre hai.n kausar-o-tasniim kaf-e-saaqii me.n
KHum-e-aflaak to paimaane hai.n mai-KHaano.n ke
Riyaz Khairabadi
Ghazal
raaz kaa bazm me.n charchaa kabhii hone na diyaa
ham ne apne ko tamaashaa kabhii hone na diyaa
Tasneem Abidi
Ghazal
hamaarii qurbato.n me.n faasla na rah jaa.e
qadam se lipTaa hu.aa raasta na rah jaa.e
Tasneem Abidi
Ghazal
chaahtaa hai ki kare sher-o-suKHan se tauba
us se 'tasniim' kii miltii hai tabii.at lekin
Kausar Tasniim Supauli
Ghazal
zaraa sii der tabii.at bahaal rahne de
mai.n yuu.n hii KHush huu.n mujhe pur-malaal rahne de