SEARCH RESULTS
Showing search results for "thape.de"
Ghazal MATCHES FOR "thape.de"
Ghazal
Ghulam Mohammad Qasir
Ghazal
Moin Ahsan Jazbi
Ghazal
saath aataa hai to lahro.n ke thape.De mat gin
mauj se lutf uThaanaa hai to saahil se uThaa
Shaad Aarfi
Ghazal
Mahshar Badayuni
Ghazal
vahii maanuus thape.De the mire chaaro.n taraf
mujhe hairat na hu.ii dhuup kii taabaanii par
Zafar Iqbal
Ghazal
Wasif Dehlvi
Ghazal
Gam ke thape.De le ga.e naagan se lambe baal
raato.n me.n ja.ngalo.n kaa vo saaya kahaa.n se aa.e
Kishwar Naheed
Ghazal
kashtii-e-dil to ek thape.De kii maar thii
tuufaan-e-naaz kis liye ab tham nahii.n rahaa
Zafar Iqbal
Ghazal
maujo.n ke jhakole ho.n ki tuufaa.n ke thape.De
qatra kahii.n bantaa hai guhar vaqt se pahle
Turfa Qureshi
Ghazal
kanval Dibaivi
Ghazal
ik vo bhii the jo bah ga.e maujo.n ke saath saath
ik ham bhii hai.n jo khaa ke thape.De sambhal ga.e
Ahmad Riyaz
Ghazal
khaa.e hai.n bahut mauj-e-muKHaalif ke thape.De
rakkhaa hai bahut bahr-e-KHatarnaak nazar me.n
Tanveer Anjum
Ghazal
Gam ke thape.De biich samundar me.n le ga.e
KHushiyo.n kaa mujh se duur kinaara hai in dino.n
Seema Sharma Meeruthi
Ghazal
shukr hai jazba-e-ulfat ke thape.De khaa kar
kashtii-e-azm ab tuufaa.n se nikal aa.ii hai
Jameel Azimabadi
Ghazal
bikhar na jaa.e badan bhii misaal-e-reg-e-ravaa.n
guzar rahaa hai havaa ke thape.De khaate hu.e
Noorul Hasan Noor
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
gul kar sake.n jis ko na havaa.o.n ke thape.De
vo sham.a zamaane me.n mohabbat kii jalaa do