SEARCH RESULTS
Showing search results for "tiyaatar"
Ghazal MATCHES FOR "tiyaatar"
Ghazal
zahe vo dil jo tamannaa-e-taaza-tar me.n rahe
KHoshaa vo umr jo KHvaabo.n hii me.n bahal jaa.e
Obaidullah Aleem
Ghazal
jab chashm-e-siyah terii thii chhaa.ii hu.ii dil par
is mulk kaa har KHitta taataar nazar aayaa
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
jis jaa nasiim shaanaa-kash-e-zulf-e-yaar hai
naafaa dimaaG-e-aahu-e-dasht-e-tataar hai
Mirza Ghalib
Ghazal
gor-e-kaafir kis liye hai tiira-o-taar is qadar
pa.D gayaa saaya magar merii shab-e-diijuur kaa
Ameer Minai
Ghazal
naafa-e-aahu-e-tataar zaKHm-e-numuud kaa shikaar
dasht se zindagii kii rau ek misaal le ga.ii
Aziz Hamid Madni
Ghazal
naaf-e-Gazaal-e-chii.n hai ki hai naafa-e-tataar
kyuu.nkar kahuu.n ki hai girah-e-zulf naaf-e-zulf
Bahadur Shah Zafar
Ghazal
Abbas Tabish
Ghazal
pinhaa.n hu.aa hai KHaal-e-KHat-e-mushk-baar me.n
miltaa nahii.n hai Dhuu.nDhe se naafaa tataar me.n
Goya Faqir Mohammad
Ghazal
ik taaza-tar futuur mire sar me.n aur hai
jo kar chukaa huu.n us se sivaa karne aayaa huu.n
Zafar Iqbal
Ghazal
Akbar Allahabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
ye junuu.n-zaar miraa mere Gazaalo.n kaa jahaa.n
meraa najd aa hii gayaa meraa tataar aa hii gayaa
Asrarul Haq Majaz
Ghazal
phir chaahtaa huu.n ik alam taaza-tar 'shakiil'
phir dil ko justajuu-e-masarrat hai aaj-kal
Shakeel Badayuni
Ghazal
phir havaa.o.n se kisii imkaan kii milnaa naved
phir lahuu me.n aarzuu-e-taaza-tar kaa jaagnaa
Irfan Siddiqi
Ghazal
is zulf-o-ruKH-o-lab pe unhe.n kyuu.n na ho naKHvat
taataar hai un kaa halab un kaa yaman un kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
uzlat se nikal shaiKH ki tere liye tayaar
ko.ii haft-gazii meKH ko.ii dah-vajabii hai