SEARCH RESULTS
Showing search results for "tohmat-e-ilhaad"
Ghazal MATCHES FOR "tohmat-e-ilhaad"
Ghazal
adab nahii.n hai rayaazii kaa mas.ala yaaro
har ek shaKHs pe kyuu.n tohmat-e-hunar baa.ndho
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
kyaa shikva kare.n tohmat-e-be-baal-o-parii kaa
har din hai shab-e-zulf kii bedaad-garii kaa
Khumar Qureshi
Ghazal
javaab-e-tohmat-e-ahl-e-zamaana me.n 'KHurshiid'
yahii bahut hai ki lab sii rakho safaa.ii na do
Khursheed Rizvi
Ghazal
nahii.n sunuu.ngaa nasiihat kisii siyaane kii
rahuu.ngaa tohmat-e-nau-e-bashar uThaa kar mai.n
Ghulam Husain Sajid
Ghazal
ko.ii bhii kaam dahr me.n aasaan hii nahii.n
ab tohmat-e-jaraa.em-e-sangii.n uThaa.iye
Ali Raza Aseer
Ghazal
ham Gariibo.n kii jabii.n par kisii jaabir ke huzuur
tohmat-e-sajda-e-tasliim kahaa.n hotii hai
Sarwar Arman
Ghazal
kyuu.n tire dard ko de.n tohmat-e-viiraanii-e-dil
zalzalo.n me.n to bhare shahr uja.D jaate hai.n
Mohsin Naqvi
Ghazal
tohmat-e-hasrat-e-parvaaz na mujh par baa.ndhe
vaj.h kyaa khol ke sayyaad ne phir par baa.ndhe
Rind Lakhnavi
Ghazal
hai ham pe tohmat-e-maraz-e-ishq 'azfarii'
ham tum hai.n dekho Thanii se cha.nge bhale kha.De
Mirza Zahirddin Azfari
Ghazal
phir mujh se qaum kartii hai kyo.n mo'jize talab
jab taa’n-e-sehr-o-tohmat-e-diivaangii bhii hai
Basheer Ahmad Basheer
Ghazal
tohmat-e-ahd-e-tamanna se bhii nayaa ho na sakaa
aaj tak jis se ko.ii ahd vafaa ho na sakaa
Tasneem Abidi
Ghazal
Ravish Siddiqi
Ghazal
tohmat-e-KHosha-e-gandum hai abhii tak sar par
ham uchhaale bhii ga.e ham ki giraa.e bhii ga.e
Nasr Ghazali
Ghazal
tohmat-e-sair-e-chaman ham pe lagii kyaa na hu.aa
tab-e-aazaad me.n zanjiir pa.Dii kyaa na hu.aa
Farooq Nazki
Ghazal
hazaar tohmat-e-pindaar-e-zaat sah kar bhii
jahaa.n me.n apne hii kaar-e-hunar me.n zinda huu.n
Zakia Ghazal
Ghazal
chehre aa.nkhe.n ho.nT ha.nste hai.n tamaam
bastii bastii tohmat-e-aavaara-gaam
Ahsan Yusuf Zai
Ghazal
shabaab to hai ba-zaat-e-KHud ek hangaama
tuu mujh pe tohmat-e-hangaama-e-shabaab na rakh