SEARCH RESULTS
Showing search results for "tolii"
Ghazal MATCHES FOR "tolii"
Ghazal
Ishrat Afreen
Ghazal
Musavvir Firozpuri
Ghazal
Aale Ahmad Suroor
Ghazal
kyo.n jaane chal ke shahr-e-nigaaraa.n se aaj dil
diivaana-vaar gaa.nv kii Tolii me.n aa ga.e
Abdur Razzaq Dil
Ghazal
chalii aa rahii hai hasiino.n kii Tolii
zamii.n par hai qaus-e-quzah kaa qariina
Kanwal Siyalkoti
Ghazal
thak ke jo baiThe to Tolii se bichha.D jaa.oge
aage hii ba.Dhte chalo giit sunaatii hai havaa
Rashid Anwar Rashid
Ghazal
mai.n insaan ko maut kaa duulhaa kah detaa huu.n
mujh ko maatam kii Tolii baaraat lagii hai
Sher Afzal Jafri
Ghazal
haq par jo hai vahii sar o shaana buland hai
hai varna be-bisaat vo Tolii hii kyuu.n na ho
Raoof Khair
Ghazal
dukhii hai jab se sayyaado.n kii Tolii
parindo.n se shajar lipTe hu.e hai.n
Raghunandan Sharma Danish
Ghazal
e.atibaar apnaa bahar-haal vo kho detii hai
baat jo dil ke taraazuu me.n na tolii jaa.e
Noorul Hasan Noor
Ghazal
ham ne KHaaliq kii razaa par kahaa.n tolii har baat
bas vahii karte hai.n jo nafs karaanaa chaahe
Syed Iqbal Rizvi Sharib
Ghazal
Farooq Anjum
Ghazal
mazaaq bas ye kiyaa mere saath fitrat ne
mataa-e-dil bhii mirii bas nazar me.n tolii hai
Manmohan Talkh
Ghazal
baahamii ranjish to firqa KHuub aapas me.n la.De
KHuun ke miizaan me.n qaume.n mirii tolii ga.ii