SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThaa.iye"
Ghazal MATCHES FOR "uThaa.iye"
Ghazal
sad jalva ruu-ba-ruu hai jo mizhgaa.n uThaa.iye
taaqat kahaa.n ki diid kaa ehsaa.n uThaa.iye
Mirza Ghalib
Ghazal
naa-chaar bekasii kii bhii hasrat uThaa.iye
dushvaari-e-rah-o-sitam-e-ham-rahaa.n na puuchh
Mirza Ghalib
Ghazal
agar yaqiin nahii.n to uThaa.iye taariiKH
hamaaraa naam ba-sad-aab-o-taab likkhaa hai
Manzar Bhopali
Ghazal
parde se baahar aa.iye ruKH se naqaab uThaa.iye
taab-e-jamaal laa sake itnii mirii nazar nahii.n
Nooh Narvi
Ghazal
baaqii ho jo bhii hashr yahii.n par uThaa.iye
marne ke baa'd ziist kaa saamaa.n na kiijiye
Hafeez Jalandhari
Ghazal
tash.hiir apne dard kii har suu karaa.iye
jii chaahtaa hai minnat-e-tiflaa.n uThaa.iye
Amjad Islam Amjad
Ghazal
dilo.n me.n Taalte ho dam nikal hii jaavegaa
mai.n naa-tavaa.n huu.n bahut aazmaa.iye na mujhe
Pandit Daya Shankar Naseem Lakhnawi
Ghazal
diidaar-e-aam kiijiye parda uThaa.iye
taa-chand banda-haa-e-KHudaa aarzuu kare.n
Haidar Ali Aatish
Ghazal
mujhe qaid karne kii zahmate.n na uThaa.iye
nahii.n aa.uu.ngaa kisii jaal me.n nahii.n aa.uu.ngaa
Ahmad Mahfuz
Ghazal
siine se mere dast-e-tasallii uThaa.iye
ye bhii dil-e-nahiif ko baar-e-garaa.n hai ab
Dagh Dehlvi
Ghazal
sunaa hai aap kii aa.nkhe.n hai.n baadshaah aa.nkhe.n
nazar uThaa.iye ham ko Gulaam kiijiye naa.n
Shahbaz Nayyar
Ghazal
raftaar kaa jo fitna uThaa thaa so ho chukaa
ab baiThe baiThe aur ko.ii fitna uThaa.iye
Mushafi Ghulam Hamdani
Ghazal
ye jhukii jhukii palke.n mat uThaa.iye saahab
jhiil jaisii aa.nkho.n me.n log Duub jaa.e.nge
Farooq Anjum
Ghazal
pii hai agar sharaab to kuchh lutf uThaa.iye
kyo.n itnii ehtiyaat zaraa la.Dkha.Daa.iye