SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThaa.iye"
Nazm MATCHES FOR "uThaa.iye"
Nazm
holi
parda zaraa uThaa.iye holii kaa roz hai
be-KHud hame.n banaa.iye holii kaa roz hai
Julius Naheef Dehlvi
Nazm
shikwa
par tire naam pe talvaar uThaa.ii kis ne
baat jo big.Dii hu.ii thii vo banaa.ii kis ne
Allama Iqbal
Nazm
muhasara
mo.azzaziin-e-adaalat bhii half uThaane ko
misaal-e-saa.il-e-mubarram nashista raah me.n hai.n
Ahmad Faraz
Nazm
wo subh kabhi to aaegi
jab ek anokhii duniyaa kii buniyaad uThaa.ii jaa.egii
vo sub.h kabhii to aa.egii
Sahir Ludhianvi
Nazm
parchhaiyan
hazaar-guuna malaamat kaa baar uThaa.e hu.e
havas-parast nigaaho.n kii chiira-dastii se
Sahir Ludhianvi
Nazm
aadmi-nama
marne me.n aadmii hii kafan karte hai.n tayaar
nahlaa-dhulaa uThaate hai.n kaa.ndhe pe kar savaar
Nazeer Akbarabadi
Nazm
shishon ka masiha koi nahin
hastii ke uThaa.ii-giiro.n kii
har chaal uljhaa.e jaate hai.n
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
hum gunahgar aurten
ki ab jo diivaar gir chukii hai
use uThaane kii zid na karnaa!
Kishwar Naheed
Nazm
ek pahaD aur gilahri
qadam uThaane kii taaqat nahii.n zaraa tujh me.n
nirii ba.Daa.ii hai! KHuubii hai aur kyaa tujh me.n
Allama Iqbal
Nazm
muflisi
muflis baGair Gam ke hii kartaa hai haa.e haa.e
mar jaave gar ko.ii to kahaa.n se use uThaa.e
Nazeer Akbarabadi
Nazm
ek mulaqat
nazar uThaa.ii magar aisii be-yaqiinii se
ki jis tarah ko.ii pesh-e-nazar mile na mile