SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThegaa"
Ghazal MATCHES FOR "uThegaa"
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
kab baar-e-tabassum mire ho.nTo.n se uThegaa
ye bojh bhii lagtaa hai uThaa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
kyaa qayaamat me.n bhii parda na uThegaa ruKH se
ab to merii shab-e-yaldaa kii sahar paidaa kar
Bekhud Dehlvi
Ghazal
lag chukii aag to laazim hai dhu.aa.n uTThegaa
dard ko dil me.n chhupaane kii zaruurat kyaa hai
Nadeem Gullani
Ghazal
aastaane se tire sar na uThegaa meraa
mudda.aa ban ke milii hai mujhe nisbat terii
Fana bulandshahri
Ghazal
زمانہ ديکھے گا جب مرے دل سے محشر اٹھے گا گفتگو کا
مري خموشي نہيں ہے ، گويا مزار ہے حرف آرزو کا
Allama Iqbal
Ghazal
ye miraa siina-e-KHaalii chhalak uTThegaa abhii
mere andar agar iijaad kiyaa jaa.e use
Salim Saleem
Ghazal
ab Thaan lii hai dil me.n ki sar jaa.e yaa rahe
jaise uThegaa baar-e-mohabbat uThaa.e.nge
Bedam Shah Warsi
Ghazal
jis din ki us ke mu.nh se burqaa uThegaa suniyo
us roz se jahaa.n me.n KHurshiid phir na jhaa.nkaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
Hafeez Hoshiarpuri
Ghazal
mai.n abhii to mujrim huu.n aap apnaa qaatil huu.n
kaa.np uThegaa munsif bhii jab mujhe sazaa degaa
Saghar Azmi
Ghazal
Saba Akbarabadi
Ghazal
zindagii KHaak me.n bhii thii tire diivaane se
ab na uTThegaa baguulaa ko.ii viiraane se
Mela Ram Wafa
Ghazal
sadma-sohbat-e-aGyaar na uThegaa kabhii
aur jo zulm karo sab hai.n gavaaraa mujh ko
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
paiGaambar ishaara-e-abruu se mar gayaa
phir jii uThegaa lab bhii hilaa do javaab me.n