SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThiye"
Ghazal MATCHES FOR "uThiye"
Ghazal
vo baada-e-shabaana kii sarmastiyaa.n kahaa.n
uThiye bas ab ki lazzat-e-KHvaab-e-sahar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
shaa.irii kaar-e-junuu.n hai aap ke bas kii nahii.n
vaqt par bistar se uThiye vaqt par so jaa.iye
Javed Saba
Ghazal
hazrat-e-'daaG' ye hai kuucha-e-qaatil uThiye
jis jagah baiThte hai.n aap to jam jaate hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
tuufaan ban ke uThiye jahaan-e-KHaraab me.n
hastii ko ik sharaara-e-raqsaa.n banaa.iye
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
uThiye na aap bazm se Gusse me.n is qadar
jaataa huu.n mai.n huzuur qayaamat na kiijiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
daal nahii.n janaab kii galne kii bazm-e-husn me.n
uThiye nashist chho.Diye band kitaab kiijiye
Qamar Aasi
Ghazal
hazrat-e-zaahid nikal aaya falak par aaftaab
piir-o-murshid ab to uThiye mai-kade ke dar se aap
Dagh Dehlvi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Azhar Saeed
Ghazal
ai saakinaan-e-chashm chale.n sulh kiijiye
uThiye hamaare KHvaab ko siine lagaa.iye
Sarfraz Arish
Ghazal
uThiye to kahaa.n jaa.iye jo kuchh hai yahii.n hai
baahar tire ghar ke to na duniyaa hai na dii.n hai
Suha Mujaddadi
Ghazal
kyaa baiThe hai.n bekaar ab uThiye bhii yahaa.n se
aGyaar kaa ghar aap kaa ghar ho nahii.n saktaa
Faheemuddin Ahmad Faheem
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
uThiye qimaar-KHaana-e-hosh-o-havaas se
kyaa ho rahe hai.n kiijiye KHud par nazar janaab