SEARCH RESULTS
Showing search results for "uThiye"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "uThiye"
Ghazal
vo baada-e-shabaana kii sarmastiyaa.n kahaa.n
uThiye bas ab ki lazzat-e-KHvaab-e-sahar ga.ii
Mirza Ghalib
Ghazal
shaa.irii kaar-e-junuu.n hai aap ke bas kii nahii.n
vaqt par bistar se uThiye vaqt par so jaa.iye
Javed Saba
PAGE MATCHES FOR "uThiye"
DICTIONARY MATCHES
REKHTA DICTIONARY
mu.nh uThaa.iye
मुँह उठाइए مُنْھ اُٹھائِیے
۔ اندھا دھند بے دھڑک۔ بے پروائیسے۔ بے سوچے سمجھے۔ ؎
bas ho chukii namaaz musallaa uThaa.iye
बस हो चुकी नमाज़ मुसल्ला उठाइए بَس ہو چُکی نَماز مُصَلّٰی اُٹھائِیے
اب یہ کام ختم کرو جگہ خالی کرو یہاں دوسرا کام ہوگا
qadr-daan kii juutiyaa.n uThaa.iye, naa-qadr ke paaposh maarne na jaa.iye
क़द्र-दान की जूतियाँ उठाइए, ना-क़द्र के पापोश मारने न जाइए قَدْر دان کی جُوتِیاں اُٹھائیے، ناقَدْر کے پاپوش مارنے نہ جائیے
جو شخص جوہر شناس ہو اس کی عزت کرنی چاہیے اور ناقدر کے قریب بھی نہیں جانا چاہیے
MORE MATCHES FOR "uThiye"
Ghazal
hazrat-e-'daaG' ye hai kuucha-e-qaatil uThiye
jis jagah baiThte hai.n aap to jam jaate hai.n
Dagh Dehlvi
Ghazal
tuufaan ban ke uThiye jahaan-e-KHaraab me.n
hastii ko ik sharaara-e-raqsaa.n banaa.iye
Maulana Mohammad Ali Jauhar
Ghazal
hazrat-e-zaahid nikal aaya falak par aaftaab
piir-o-murshid ab to uThiye mai-kade ke dar se aap
Dagh Dehlvi
Ghazal
uThiye na aap bazm se Gusse me.n is qadar
jaataa huu.n mai.n huzuur qayaamat na kiijiye
Mirza Mohammad Hadi Aziz Lakhnavi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
Azhar Saeed
Kulliyat
rahne kii apne jaa to nai dair hai na ka.aba
uThiye jo us ke dar se to hojiye kidhar ke
Meer Taqi Meer
Ghazal
ai saakinaan-e-chashm chale.n sulh kiijiye
uThiye hamaare KHvaab ko siine lagaa.iye
Sarfraz Arish
Ghazal
kyaa baiThe hai.n bekaar ab uThiye bhii yahaa.n se
aGyaar kaa ghar aap kaa ghar ho nahii.n saktaa
Faheemuddin Ahmad Faheem
Kulliyat
ab se yuu.n kariye muqarrar uThiye jab kohsaar se
vaadii-e-majnuu.n pe bhii ai abr ik dam ro.iye






