SEARCH RESULTS
Showing search results for "uftaad"
Ghazal MATCHES FOR "uftaad"
Ghazal
naaseh kaa jii chalaa thaa hamaarii tarah magar
ulfat kii dekh dekh ke uftaad rah gayaa
Dagh Dehlvi
Ghazal
dil pe jab dard kii uftaad pa.Dii hotii hai
dosto vo to qayaamat kii gha.Dii hotii hai
Ahmad Rahi
Ghazal
majbuur hai.n sab apnii uftaad tabii.at se
ho sham.a se kyaa shikva parvaane ko kyaa kahiye
Wasi Shah
Ghazal
sitaaro.n pe chalte hu.e ibn-e-aadam
nazar me.n farishto.n kii uftaad rakhnaa
Hafeez Jalandhari
Ghazal
kyaa jaaniye kyaa hai mirii meraaj-e-maqaamii
aalam to hai sirf ik mirii uftaad kaa aalam
Jigar Moradabadi
Ghazal
Dil Shahjahanpuri
Ghazal
fuGaa.n ki qissa-e-dil sun ke log kahte hai.n
ye kaun sii na.ii uftaad hai haTaa.o bhii
Mustafa Zaidi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
kyaa ko.ii us pe bhii uftaad pa.Dii hai 'aatish'
abr barsaa hai mire diida-e-tar kii suurat
Aatish Bahawalpuri
Ghazal
uftaad kyuu.n hai laGzish-e-mastaana kyuu.n nahii.n
vo uzr-e-mai-kashii ke sahaare kahaa.n ga.e
Hafeez Jalandhari
Ghazal
himmat buland thii magar uftaad dekhnaa
chup-chaap aaj mahv-e-du.aa ho gayaa huu.n mai.n
Hafeez Jalandhari
Ghazal
ko.ii uftaad pa.Dii thii ki abhii tak chup thaa
ik suKHan-kaar suKHan-kaar bhii aisaa vaisaa
Javed Saba
Ghazal
Mohsin Zaidi
Ghazal
paa-e-junuu.n pe kaisii uftaad aa pa.Dii hai
aglii masaafato.n se inkaar kar diyaa hai
Shahryar
Ghazal
na jaane kaun sii uftaad aa pa.Dii hai ki jo
ham ahl-e-'ishq ko kaar-e-jahaa.n bulaataa hai