SEARCH RESULTS
Showing search results for "ulTe"
Ghazal MATCHES FOR "ulTe"
Ghazal
Bismil Azimabadi
Ghazal
bandagii me.n bhii vo aazaada o KHud-bii.n hai.n ki ham
ulTe phir aa.e dar-e-ka.aba agar vaa na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
sarmaaya-e-diivana-e-ulfat hai mohabbat
ai ulTe hu.e dil tirii qiimat hai mohabbat
Manzar Lakhnavi
Ghazal
dil ye kartaa hai ki is umr kii pagDanDii par
ulTe pairo.n se chaluu.n phir vahii la.Dkaa ho jaa.uu.n
Mehshar Afridi
Ghazal
qaa.ede baazaar ke is baar ulTe ho ga.e
aap to aa.e nahii.n par phuul mah.nge ho ga.e
Nomaan Shauque
Ghazal
ulTe vo shikve karte hai.n aur kis adaa ke saath
be-taaqatii ke ta.ane hai.n uzr-e-jafaa ke saath
Momin Khan Momin
Ghazal
Arzoo Lakhnavi
Ghazal
ulTe siidhe sapne paale baiThe hai.n
sab paanii me.n kaa.nTaa Daale baiThe hai.n
Shakeel Jamali
Ghazal
mujhe kyuu.n na aave saaqii nazar aaftaab ulTaa
ki pa.Daa hai aaj KHum me.n qadah-e-sharaab ulTaa
Insha Allah Khan Insha
Ghazal
vo dil-KHaraash thaa aa.inda saal kaa manzar
mai.n ulTe paa.nv guzishta baras me.n lauT aayaa
Arshad Jamal Sarim
Ghazal
Hamida Shaheen
Ghazal
kabhii to ulTe sar-e-aam vo naqaab apnii
taras rahe hai.n sabhii baada-e-inab ke liye
Azeem Quraishi
Ghazal
Iqbal Sajid
Ghazal
Urooj Zehra Zaidi
Ghazal
hosh u.Dte hu.e dekhe nahii.n insaano.n ke
lutf mai-KHaano.n me.n aate hai.n parii-KHaano.n ke
Riyaz Khairabadi
Ghazal
jaanvar me.n hayaa insaa.n se ziyaada dekhii
ulTe bahne lage tahziib ke dhaare saahab