SEARCH RESULTS
Showing search results for "umrat"
Ghazal MATCHES FOR "umrat"
Ghazal
ai husn-e-roz afzuu.n umrat daraaz baad
dono.n jahaa.n se mujh ko begaana kar diyaa hai
Jigar Moradabadi
Ghazal
chakkhii hai us ne jab se mire 'ishq kii miThaas
amrat saa ab zabaa.n me.n hai pahle saa sam nahii.n
Laeeq Akbar Sahaab
Ghazal
taa'miir jin se honii thii taKHriib ho ga.ii
amrat kii jin se aas thii vo zahr ugal ga.e
Ashhar Nadeemi
Ghazal
zulmat ko nuur zahr ko amrat kahaa karo
kahte hai.n zindagii ke mudaar-ul-mahaam log
Bedil Sarhadi
Ghazal
aire-Gaire log bhii pa.Dhne lage hai.n in dino.n
aap ko aurat nahii.n aKHbaar honaa chaahiye
Munawwar Rana
Ghazal
afsurda huu.n ibrat se davaa kii nahii.n haajat
Gam kaa mujhe ye zo.af hai biimaar nahii.n huu.n
Akbar Allahabadi
Ghazal
Qateel Shifai
Ghazal
phir kaagaa bolaa ghar ke suune aa.ngan me.n
phir amrit ras kii buu.nd pa.Dii tum yaad aa.e
Nasir Kazmi
Ghazal
aa.nkho.n me.n u.D rahii hai luTii mahfilo.n kii dhuul
ibrat-saraa-e-dahr hai aur ham hai.n dosto
Muneer Niyazi
Ghazal
Shahzad Ahmad
Ghazal
kyaa phir yuu.nhii dii jaa.egii ujrat pe gavaahii
kyaa terii sazaa ab ke bhii paa.egaa ko.ii aur
Aanis Moin
Ghazal
tilism-e-gumbad-e-garduu.n ko to.D sakte hai.n
zujaaj kii ye imaarat hai sa.ng-e-KHaara nahii.n
Allama Iqbal
Ghazal
aap ko laayaa huu.n viiraano.n me.n ibrat ke liye
hazrat-e-dil dekhiye apnii haqiiqat dekhiye
Josh Malihabadi
Ghazal
agar bazm-e-hastii me.n aurat na hotii
KHayaalo.n kii ra.ngiin jannat na hotii