SEARCH RESULTS
Showing search results for "unko"
Ghazal MATCHES FOR "unko"
Ghazal
sunaa hai log use aa.nkh bhar ke dekhte hai.n
so us ke shahr me.n kuchh din Thahar ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
in ko KHalaa me.n ko.ii nazar aanaa chaahiye
aa.nkho.n ko TuuTe KHvaab kaa harjaana chaahiye
Ameer Imam
Ghazal
Ankit Maurya
Ghazal
sach hai in ko mujh se kyaa aur mere afsaane se kyaa
kar diyaa diivaana to ab kaam diivaane se kyaa
Shaukat Thanvi
Ghazal
tasavvuraat me.n in ko bulaa ke dekh liyaa
zamaane bhar kii nazar se chhupaa ke dekh liyaa
Abu Mohammad Wasil Bahraichi
Ghazal
ham aari.iyo.n se unko bachaate rahe magar
vo aa.ndhiyo.n se apnii hifaazat na kar sake
Mahesh Janib
Ghazal
insaa.n jo hai.n in ko kabhii kamtar nahii.n dekhaa
KHud raah kaa KHam hote hu.e sar nahii.n dekhaa
Azhar Naiyyar
Ghazal
Sajid Akhtar
Ghazal
ye KHvaab mire kaa.nch ke in ko hai bikharnaa
o jugnuu mirii aa.nkh ke kuchh der chamaknaa
Sabaa Chhabbi S S
Ghazal
rago.n me.n dau.Dte phirne ke ham nahii.n qaa.il
jab aa.nkh hii se na Tapkaa to phir lahuu kyaa hai
Mirza Ghalib
Ghazal
aa.nkh se duur na ho dil se utar jaa.egaa
vaqt kaa kyaa hai guzartaa hai guzar jaa.egaa
Ahmad Faraz
Ghazal
Rahat Indori
Ghazal
qahqaha aa.nkh kaa bartaa.o badal detaa hai
ha.nsne vaale tujhe aa.nsuu nazar aa.e.n kaise