SEARCH RESULTS
Showing search results for "vafaat"
Ghazal MATCHES FOR "vafaat"
Ghazal
Dhuu.nDh uj.De hu.e logo.n me.n vafaa ke motii
ye KHazaane tujhe mumkin hai KHaraabo.n me.n mile.n
Ahmad Faraz
Ghazal
ye kaafii hai ki ham dushman nahii.n hai.n
vafaa-daarii kaa da.avaa kyuu.n kare.n ham
Jaun Eliya
Ghazal
mustahlak us ke 'ishq ke jaane.n hai.n qadar-e-marg
iisaa-o-KHizr ko hai maza kab vafaat kaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
vahshat thii hame.n bhii vahii ghar-baar se ab tak
sar maare hai.n apne dar o diivaar se ab tak
Meer Taqi Meer
Ghazal
bahut ziyaada KHushii se vafaat paa gayaa ho
to aise dil ko dukhaa kar jilaanaa pa.Dtaa hai
Farhat Ehsas
Ghazal
taazgii hai suKHan-e-kuhna me.n ye baad-e-vafaat
log aksar mire jiine kaa gumaa.n rakhte hai.n
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
mai.n naaz zindagii ke uThaataa rahaa bajaa
par ye mirii vafaat se pahle kii baat hai
Kazim Husain Kazim
Ghazal
pas-e-vafaat ye be-dastaKHat mirii tahriir
nahii.n hai aur ko.ii bhii nishaa.n mire piichhe
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
ulfat me.n mar miTe hai.n to puuchhe hii jaa.e.nge
ik roz lutf uThaa.e.nge is vaardaat kaa
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
kisii kii ziist kaa ruknaa muhaal hai lekin
kisii ke vaaste aksar vafaat Thahrii hai
Sapana Ahsaas
Ghazal
zamiin gol hai merii vafaat ne kholaa
ki dost ammii se kahte the ye ba.Daa dukh hai
Osama Khalid
Ghazal
pas-az-vafaat bhii apnii hu.ii.n na aa.nkhe.n band
zi-bas ki tere hii aane kaa intizaar rahaa