SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-pal"
Ghazal MATCHES FOR "yak-pal"
Ghazal
mai.n chhaa.nv ho piyaa sang laagii rahii huu.n daa.em
yak pal judaa na honaa vaslat use kate hai.n
Ali Adil Shah Shahi 2nd
Ghazal
jaan-e-jaanaa.n kuu.n mire paas shitaabii laa.o
nii.n to yak pal me.n miraa jaan chalaa haa.e chalaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
Siraj Aurangabadi
Ghazal
dil me.n jab aa ke ishq ne tere mahal kiyaa
sab dast-o-paa-e-aql kuu.n yak pal me.n shal kiyaa
Siraj Aurangabadi
Ghazal
paa-bos-e-yaar kii hame.n hasrat hai ai nasiim
aahista aa.iiyo tuu hamaare mazaar par
Rangin Saadat Yaar Khan
Ghazal
vufuur-e-zof se dil yaar par nahii.n aataa
Gam-e-firaaq me.n jiinaa nazar nahii.n aataa
Meer Kallu Arsh
Ghazal
aasmaan-e-yaas par khoyaa sitaara Dhuu.nDhnaa
hai dil-e-aazurda ko chehra tumhaaraa Dhuu.nDhnaa
Tanveer Anjum
Ghazal
nayaa shaguufa ishaara-e-yaar par khilaa hai
gulaab ab ke chaman kii diivaar par khilaa hai
Saba Naqvi
Ghazal
dha.Dkan bhii munhasir hai mirii terii yaad par
chaltaa nahii.n hai zor dil-e-naa-muraad par
Syed Konain Haider Kazmi
Ghazal
KHaal-e-mashshaata banaa kaajal kaa chashm-e-yaar par
zaaG ko bahr-e-tasadduq rakh sar-e-biimaar par
Shah Naseer
Ghazal
Shakeel Badayuni
Ghazal
shaam ke saath ye dil Duub rahaa thaa lekin
yak-ba-yak jhiil ke us paar kinaaraa chamkaa
Ateeq Anzar
Ghazal
dil mohabbat se bhar na jaa.e kahii.n
tuu bhii yak-dam mukar na jaa.e kahii.n
Umood Abrar Ahmad
Ghazal
jo ek pal bhii sukuu.n kaa kabhii kabhii mil jaa.e
to phir balaa se hamesha kii bekalii mil jaa.e
Afzal Kiratpuri
Ghazal
ye kis vahshat-zada lamhe me.n daaKHil ho ga.e hai.n
ham apne aap ke madd-e-muqaabil ho ga.e hai.n