SEARCH RESULTS
Showing search results for "yak-sar-e-muu-e-bartar"
Ghazal MATCHES FOR "yak-sar-e-muu-e-bartar"
Ghazal
dhyaan us shiishe kaa rakhnaa ki na hogaa paivand
dil mirii jaan agar yak sar-e-muu TuuT gayaa
Mirza Ali Lutf
Ghazal
yak-ba-yak hogii siyaahii is qadar jaatii rahii
kyaa kahe.n goyaa siyaahii yak sar-e-muu bhii na thii
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
takliif-e-takalluf se kiyaa ishq ne aazaad
muu-e-sar-e-shoriida hai.n qaaqum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
takliif-e-takalluf se kiyaa ishq ne aazaad
muu-e-sar-e-shoriida hai.n qaaqum se ziyaada
Imam Bakhsh Nasikh
Ghazal
vasf-e-kaakul me.n sadaa goyaa hai
jo zabaa.n har sar-e-muu banda-navaaz
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
ab mujh me.n tujh me.n ek sar-e-muu nahii.n hai farq
muu-e-miyaa.n milaa ke miraa jism-e-zaar dekh
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
mai.n sar-e-muu nahii.n juu.n zulf kisii se shaakii
baada-dastii ne kiyaa merii pareshaa.n mujh ko
Qayem Chaandpuri
Ghazal
rahtii hai baham zulf banaa gosh se tere
kuchh farq nahii.n hai sar-e-muu shaam-o-sahar me.n
Shah Naseer
Ghazal
Shad Azimabadi
Ghazal
zulf kab kii aatish-e-ayyaam se kumhlaa ga.ii
zulf kaa saaya nahii.n Dhaltaa sar-e-muu aaj bhii
Khursheed Rizvi
Ghazal
ik tiraa rabt ki do din kabhii yaksaa.n na rahaa
ik miraa haal ki hargiz na sar-e-muu badlaa
Bekhud Badayuni
Ghazal
qaatil to us kaa har sar-e-muu baal-pan se thaa
aaraa.ish us kii zulf ko shaane ne kyaa kiyaa
Shaikh Zahuruddin Hatim
Ghazal
hamaare dil pe ye aafat na aatii ik sar-e-muu
pasand ham jo na vo zulf-e-mushkbuu karte
Shuoor Bilgrami
Ghazal
zulmaat-o-adam me.n na rahaa farq sar-e-muu
vo zulf-e-dotaa chhuTte hii paho.nche hai kamar tak
Tanvir Dehlvi
Ghazal
ho pareshaanii sar-e-muu bhii na zulf-e-yaar ko
is liye meraa dil-e-sad-chaak shaana ho gayaa