SEARCH RESULTS
Showing search results for "yakeen"
Ghazal MATCHES FOR "yakeen"
Ghazal
Bashir Badr
Ghazal
tuu saamne hai to phir kyuu.n yaqii.n nahii.n aataa
ye baar baar jo aa.nkho.n ko mal ke dekhte hai.n
Ahmad Faraz
Ghazal
mil hii jaa.egaa kabhii dil ko yaqii.n rahtaa hai
vo isii shahr kii galiyo.n me.n kahii.n rahtaa hai
Ahmad Mushtaq
Ghazal
agar yaqii.n nahii.n aataa to aazmaa.e mujhe
vo aa.ina hai to phir aa.ina dikhaa.e mujhe
Bashir Badr
Ghazal
usii kaa shahr vahii mudda.ii vahii munsif
hame.n yaqii.n thaa hamaaraa qusuur niklegaa
Ameer Qazalbash
Ghazal
Habib Jalib
Ghazal
shaayad mujhe kisii se mohabbat nahii.n hu.ii
lekin yaqiin sab ko dilaataa rahaa huu.n mai.n
Jaun Eliya
Ghazal
Javed Akhtar
Ghazal
yaqii.n ye hai haqiiqat khul rahii hai
gumaa.n ye hai ki dhoke khaa rahaa huu.n
Firaq Gorakhpuri
Ghazal
aisaa ho ko.ii naama-bar baat pe kaan dhar sake
sun ke yaqiin kar sake jaa ke unhe.n sunaa sake
Hafeez Jalandhari
Ghazal
Shahryar
Ghazal
yaqii.n to ye hai vo KHat kaa javaab likkhe.nge
magar navishta-e-qismat kisii ko kyaa ma.aluum
Dagh Dehlvi
Ghazal
yaqii.n hai ki ho jaa.e aaKHir ko sachchii
mire mu.nh me.n terii zabaa.n aate aate
Dagh Dehlvi
Ghazal
aalam jab ek haal pe qaa.em nahii.n rahe
kyaa KHaak e'tibaar-e-nigaah-e-yaqiin rahe