SEARCH RESULTS
Showing search results for "yakeen"
Nazm MATCHES FOR "yakeen"
Nazm
mere hamdam mere dost!
gar mujhe is kaa yaqii.n ho mire hamdam mire dost
gar mujhe is kaa yaqii.n ho ki tire dil kii thakan
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
muhasara
mai.n kaT giruu.n ki salaamat rahuu.n yaqii.n hai mujhe
ki ye hisaar-e-sitam ko.ii to giraa.egaa
Ahmad Faraz
Nazm
ye khel kya hai
to apne dil me.n yaqiin kar luu.n
ye mohre sach-much ke baadshaah o vaziir
Javed Akhtar
Nazm
abhi to main jawan hun
inhe.n hayaat-aafrii.n
bhalaa mai.n chho.D duu.n yahii.n
Hafeez Jalandhari
Nazm
saqi-nama
miraa dil mirii razm-gaah-e-hayaat
gumaano.n ke lashkar yaqii.n kaa sabaat
Allama Iqbal
Nazm
farman-e-KHuda
garmaa.o Gulaamo.n kaa lahuu soz-e-yaqii.n se
kunjishk-e-faromaaya ko shaahii.n se la.Daa do
Allama Iqbal
Nazm
parchhaiyan
tasavvuraat kii parchhaa.iyaa.n ubhartii hai.n
kabhii gumaan kii suurat kabhii yaqii.n kii tarah
Sahir Ludhianvi
Nazm
masjid-e-qurtuba
nuqta-e-parkaar-e-haq mard-e-KHudaa kaa yaqii.n
aur ye aalam tamaam vahm o tilism o majaaz
Allama Iqbal
Nazm
wo kamra yaad aata hai
mujhe apnaa.iyat se aur yaqii.n se dekhtii thii.n
muskuraatii thii.n
Javed Akhtar
Nazm
mulaqat
jahaa.n pe ham tum kha.De hai.n dono.n
sahar kaa raushan ufuq yahii.n hai
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
nazm
chhu.aa thaa tum ne mujhe aur mujhe mohabbat par
yaqiin aaya thaa lekin kabhii nahii.n aaya
Tahzeeb Hafi
Nazm
nazm
tirii umiid se dil be-qaraar tab bhii thaa
yaqiin kar ki tiraa intizaar tab bhii thaa
Balmohan panday
Nazm
akele kamre mein
tumhe.n yaqiin na hogaa akele kamre me.n
mai.n apnii jaan se pyaare KHutuut pa.Dhtii huu.n
Kafeel Aazar Amrohvi
Nazm
jugnu
miraa yaqii.n na rahaa mujh pe ho gayaa zaahir
ki bhaTkii ruuho.n ko jugnuu nahii.n dikhaate charaaG
Firaq Gorakhpuri
Nazm
aaj shab koi nahin hai
ko.ii ummiid, ko.ii aas musaafir-suurat
ko.ii Gam, ko.ii kasak, ko.ii shak, ko.ii yaqii.n