SEARCH RESULTS
Showing search results for "yaum"
Ghazal MATCHES FOR "yaum"
Ghazal
kul yaum-e-hijr zard zamaano.n kaa yaum hai
shab bhar na jaag muft me.n aa.nkhe.n na laal kar
Mohsin Naqvi
Ghazal
bajaa.e yaum-e-malaamat rakhaa hai jashn miraa
mire bhii dost mujhe kis qadar banaate hai.n
Jameeluddin Aali
Ghazal
aasmaano.n se zamiino.n pe javaab aa.egaa
ek din raat Dhale yaum-e-hisaab aa.egaa
Najeeb Ahmad
Ghazal
ugte the dast-e-bulbul-o-daamaan gul baham
sahn-e-chaman namuuna-e-yaum-ul-hisaab thaa
Meer Taqi Meer
Ghazal
ye chale vo ba.Dhe vo javaa.n ho ga.e
chand lamho.n me.n yaum-ul-hisaab aa gayaa
Nushur Wahidi
Ghazal
mujh se ba.De ba.De the gunahgaar us jagah
be-kaar Dar rahaa thaa mai.n yaum-e-hisaab se
muneer saifi
Ghazal
Imran Rahib
Ghazal
yaum-e-aaKHiir mirii aa.nkh me.n kab aa.egaa
tere ausaaf kal insaan se kab nikle.nge
Shakeel Azmi
Ghazal
vo aa.nkh merii thii jo us ke saamne nam thii
KHamosh vo thaa ki yaum-e-nushuur meraa thaa
Mazhar Imam
Ghazal
miraa yaqiin ki yaum-e-alast me.n 'kaashif'
kiyaa gayaa hame.n baaham yahii mohabbat hai
Kashif Rafiq
Ghazal
gum-shuda suuraj ko rotaa hai miraa yaum-e-saped
surma.ii shab ko charaaG-e-aa.n-jahaanii chaahiye
Ahmad Jahangir
Ghazal
jhi.njho.Dte rahe ghabraa ke vo mujhe lekin
mai.n apnii niind se yaum-e-hisaab tak na uThaa