SEARCH RESULTS
Showing search results for "zagan-o-zaag"
Ghazal MATCHES FOR "zagan-o-zaag"
Ghazal
zaGan-o-zaaG kii gulshan me.n sadaa hai har suu
murG-e-KHush-naGma na aavaaz sunaanaa hargiz
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Arif Nadwi
Ghazal
Haidar Ali Aatish
Ghazal
zaa.iqa afvaah kaa is baar kuchh namkiin thaa
narGa-e-zaaG-o-zaGan me.n sunte hai.n shaahiin thaa
Shaoor Ashna
Ghazal
Manzoor Ali aaqib
Ghazal
Himayat Ali Shayar
Ghazal
kyaa qadr vo kare.nge kisii KHush-navaa kii 'hosh'
tafriiq kar sake.n jo na qumrii-o-zaaG me.n
Ibraheem Hosh
Ghazal
parinde baiThe hu.e the shajar ke pahluu me.n
ki shor-o-Gul kaa sabab ek Gol-e-zaaG banaa
Manzar Naqvi
Ghazal
thaa bapaa har shahr me.n hangaama-e-zaaG-o-zaGan
aur ham shaahiin zer-e-daam honaa thaa hu.e
Sahabzada Meer Burhan Ali Khan Kaleem
Ghazal
fasl-e-gul aate hii uThtii hai sadaa-e-zaaG o buum
Guncha-o-gul aur bulbul shaadmaa.n ko.ii nahii.n
Bismil Aazmi
Ghazal
Ghubar Kiratpuri
Ghazal
fazaa-e-sher-o-suKHan be-amaa.n hu.ii 'pinhaa.n'
dayaar-e-zaaG-o-zaGan me.n ye faaKHta kyo.n hai
Pinhaan
Ghazal
ye baaG munaasib hii nahii.n sair kii KHaatir
sab zaaG-o-zaGan diida-e-gulfaam me.n aa.e
Nomaan Shauque
Ghazal
ahl-e-chaman ne kho dii basiirat to yuu.n hu.aa
gulshan ke saare zaaG-o-zaGan bolne lage
Tabassum Azmi
Ghazal
is baaG me.n ki zaaG-o-zaGan hai.n amiin-e-gul
KHaamosh dekhne ke sazaa-vaar ham bhii hai.n
Sajida Zaidi
Ghazal
Zia Asadi Sironji
Ghazal
ha.ngaama-e-bahaar kii allaah re shoKHiyaa.n
zaaG-o-zaGan kaa shor bhii saut-o-suruud hai