SEARCH RESULTS
Showing search results for "zamurrad"
Ghazal MATCHES FOR "zamurrad"
Ghazal
kis vaaste aziiz nahii.n jaante mujhe
la.al o zamurrad o zar o gauhar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa
Mirza Ghalib
Ghazal
sabza hai yaa ye aab-e-zamurrad kii mauj hai
shabnam hai bahr yaa guhar-e-aabdaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
zulf ke halqe me.n uljhaa sabza gosh-e-yaar kaa
ho gayaa sa.ng-e-zamurrad KHaal chashm-e-maar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
u.ngliyo.n me.n raushnii dete zamurrad ke charaaG
marmarii.n baazuu kaa halqa surKH yaaquutii hisaar
Ahmad Jahangir
Ghazal
sab se judaa tire KHat-e-raihaa.n kii shaan hai
us KHat ko likh sake hai zamurrad raqam kahaa.n
Shah Naseer
Ghazal
naalo.n se ye kahtaa huu.n himmat se na dil haare.n
taaro.n ne jagah kar lii is lauh-e-zamurrad me.n
Saqib Lakhnavi
Ghazal
barg-e-sarsabz kii shaaKHo.n me.n zamurrad the ja.De
dast-e-kotaah thaa mai.n mujh se pare the patte
Manzar Shahab
Ghazal
Mohammad Izhar ul Haq
Ghazal
kahaa.n nasiib zamurrad ko surKH-ruu.ii ye
samajh me.n laal kii ab tak hinaa nahii.n aa.ii
Sayad Mohammad Abdul Ghafoor Shahbaz
Ghazal
Tabassum Azmi
Ghazal
Mumtaz Athar
Ghazal
is qadar ham se jhijakne kii zaruurat kyaa hai
zindagii bhar kaa hai ab saath qariib aa jaa.o
Sahir Ludhianvi
Ghazal
suntaa thaa vo bhii sab se puraanii kahaaniyaa.n
shaayad rafaaqato.n kii zaruurat use bhii thii
Mohsin Naqvi
Ghazal
tanhaa na kaT sake.nge javaanii ke raaste
pesh aa.egii kisii kii zaruurat kabhii kabhii
Sahir Ludhianvi
Ghazal
ai dost ham ne tark-e-mohabbat ke baavajuud
mahsuus kii hai terii zaruurat kabhii kabhii
Nasir Kazmi
Ghazal
allaah jaane maut kahaa.n mar ga.ii 'KHumaar'
ab mujh ko zindagii kii zaruurat nahii.n rahii