SEARCH RESULTS
Showing search results for "zamurrad"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zamurrad"
Nazm
aurat
terii KHaatir hai jo zanjiir vo saugand bhii to.D
tauq ye bhii hai zamurrad kaa guluu-band bhii to.D
Kaifi Azmi
Ghazal
kis vaaste aziiz nahii.n jaante mujhe
la.al o zamurrad o zar o gauhar nahii.n huu.n mai.n
Mirza Ghalib
DICTIONARY MATCHES
MORE MATCHES FOR "zamurrad"
Ghazal
sabza-e-KHat se tiraa kaakul-e-sarkash na dabaa
ye zamurrad bhii hariif-e-dam-e-af.ii na hu.aa
Mirza Ghalib
Nazm
fana
tarkaarii saag paat zahr amrit aur davaa
zar siim kau.Dii laal zamurrad aur in savaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
sabza hai yaa ye aab-e-zamurrad kii mauj hai
shabnam hai bahr yaa guhar-e-aabdaar kaa
Akbar Allahabadi
Ghazal
zulf ke halqe me.n uljhaa sabza gosh-e-yaar kaa
ho gayaa sa.ng-e-zamurrad KHaal chashm-e-maar kaa
Haidar Ali Aatish
Ghazal
u.ngliyo.n me.n raushnii dete zamurrad ke charaaG
marmarii.n baazuu kaa halqa surKH yaaquutii hisaar



