SEARCH RESULTS
Showing search results for "zamurrad"
Nazm MATCHES FOR "zamurrad"
Nazm
aurat
terii KHaatir hai jo zanjiir vo saugand bhii to.D
tauq ye bhii hai zamurrad kaa guluu-band bhii to.D
Kaifi Azmi
Nazm
KHadsha
ye u.ngliyaa.n ye zamurrad taraashtii shaaKHe.n
kiran kiran tire daa.nto.n pe motiyo.n kaa gumaa.n
Mohsin Naqvi
Nazm
fana
tarkaarii saag paat zahr amrit aur davaa
zar siim kau.Dii laal zamurrad aur in savaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
musafir parinde
zamurrad ju.De saahilo.n ne sunaa ho salaam iid kaa
dhuup ke jashn aahaTe.n
Shafiq Fatima Shera
Nazm
watan ki miTTi
makka hai yaa zamurrad tan kar kha.De hu.e hai.n
dhaano.n kii baaliyo.n me.n hiire ja.De hu.e hai.n
Abr Ahsani Ganauri
Nazm
tha KHwab mein KHayal ko tujhse muamla
jin me.n the tere zard aur zamurrad ke charaaG
jin me.n the almaas tere aur almaaso.n ke daaG
Salahuddin Parvez
Nazm
shair ki tamanna
hai hiire zamurrad kii misaal in se hii raushan
ho.nTo.n se tabassum kii lahar chhuuT rahii hai
Asad Rizvi
Nazm
chandni raat aur pariyan
zamurrad parii ek pokhraaj thii
bahut saarii pariyo.n kii sartaaj thii
Sitvat Rasool
Nazm
bhul bhaliyan
puure joban par aa.ii hu.ii ghaas thii
uu.nche uu.nche zamurrad ke ambaar the
Takht Singh
Nazm
bele ke phul
marmarii.n phuul zamurrad ke hasii.n DanThal par
Daal par baiTh ga.e aa ke ye bagule kaise
Salam Sandelvi
Nazm
ganga ka kinara
ik chaadar-e-aabii pe zamurrad kii thii jhaalar
yuu.n sabze se pur-zeb thaa dariyaa kaa kinaaraa