SEARCH RESULTS
Showing search results for "zanjiir-e-dar"
Ghazal MATCHES FOR "zanjiir-e-dar"
Ghazal
Nazeer Banarasi
Ghazal
gahrii hai shab kii aa.nch ki zanjiir-e-dar kaTe
taariikiyaa.n ba.Dhe to sahar kaa safar kaTe
Atta Shad
Ghazal
qadam rakhte hii kha.Dkha.Daa maar riichh
aduu un kii zanjiir-e-dar ho ga.ii
Asad Ali Khan Qalaq
Ghazal
khaTkhaTaa jaataa hai zanjiir-e-dar-e-mai-KHaana
ko.ii diivaana ko.ii aabla-paa aaKHir-e-shab
Makhdoom Mohiuddin
Ghazal
Aslam Parvez
Ghazal
Ghulam Mustafa Faraz
Ghazal
Hakeem Aagha Jan Aish
Ghazal
past rakkho apnii aavaazo.n ko varna duur tak
baat ghar kii raKHna-e-diivaar-o-dar le jaa.egaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
tuu sahii ik aks lekin ye hisaar-e-aa.ina
log tujh ko dekhnaa chaahe.n baruun-e-dar to aa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
havaa ne raat jo zanjiir-e-dar hilaa.ii thii
phir us ke baa'd kisii ne mujhe sataayaa nahii.n
Ishrat Afreen
Ghazal
koshish havaa ne raat bhar apnii sii kii magar
zanjiir-e-dar ko mai.n ne hii hilne nahii.n diyaa
Rashid Mufti
Ghazal
ruuh aur badan dono.n daaG daaG hai.n yaaro
phir bhii apne baam-o-dar be-charaaG hai.n yaaro
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
apne mansuuro.n ko is daur ne puuchhaa bhii nahii.n
pa.D gayaa raKHna saf-e-daar-o-rasan me.n aisaa
Faza Ibn e Faizi
Ghazal
Jigar Moradabadi
Ghazal
is qadar zo.af me.n aavaaz nikaltii to kahaa.n
ham se zanjiir-e-dar-e-yaar hilaa.ii na ga.ii
Zain-ul-Abideen Khan Arif
Ghazal
kab se hilaa rahaa huu.n zanjiir-e-dar-e-shab
tuu hii le kar haatho.n me.n diyaa baahar aa