SEARCH RESULTS
Showing search results for "zar e gul hafizur rahman wasif ebooks"
Ghazal MATCHES FOR "zar e gul hafizur rahman wasif ebooks"
Ghazal
a bulbul-e-KHush-lahn ye shiirii.n suKHanii dekh
sad-ra.ng-e-qabaa dekh mirii gul-badanii dekh
Afeef Siraj
Ghazal
vasiilii sii havaa.e.n hai.n vatan me.n
ghulaa hai zahr yuu.n ga.ng-o-jaman me.n
Anis Shah Anis
Ghazal
ishq kii sham.a kare dil me.n farozaa.n ko.ii
phir na ho tiirgii-e-ziist kaa saamaa.n ko.ii
Jauhar Bilgrami
Ghazal
aa.e ham shahr-e-Gazal me.n to is aaGaaz ke saath
muddato.n raqs kiyaa hafiz-e-shiiraaz ke saath
Razi Akhtar Shauq
Ghazal
Abbas Alvi
Ghazal
is shahr me.n nishaana-e-qaatil hamii to hai.n
kuchh jaabiro.n kii raah me.n haa.il hamii to hai.n
Hafeez Shahid
Ghazal
Tilok Chand Mahroom
Ghazal
ham naa-qisho.n ke daur me.n kaamil hu.e to kyaa
uj.De hu.e ilaaqe ke aamil hu.e to kyaa
Imdad Ali Bahr
Ghazal
dil kyuu.n tapaa.n hai kuucha-e-dildaar dekh kar
aage ba.Dhuu.ngaa charKH kii raftaar dekh kar
Saqib Lakhnavi
Ghazal
ham-zaad hai Gam apnaa shaadaa.n kise kahte hai.n
vaaqif nahii.n ishrat kaa saamaa.n kise kahte hai.n
Imdad Ali Bahr
Ghazal
KHalaa me.n u.D rahii hai gard ghar se
abhii lauTaa huu.n mai.n vaapas safar se
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
ishq hii tanhaa nahii.n shoriida-sar mere liye
husn bhii betaab hai aur kis qadar mere liye
Jigar Moradabadi
Ghazal
Mast Hafiz Rahmani
Ghazal
zaKHmii huu.n tire naavak-e-duz-diida-nazar se
jaane kaa nahii.n chor mire zaKHm-e-jigar se
Shaikh Ibrahim Zauq
Ghazal
taariikiyo.n me.n nuur kaa yaa-rab guzar na ho
merii vo shaam ho jo rahiin-e-sahar na ho
Mehdi Machli Shahri
Ghazal
yagaana un kaa begaana hai begaana yagaana hai
KHudaa.ii se niraalaa un buto.n kaa kaarKHaana hai