SEARCH RESULTS
Showing search results for "zelii"
Ghazal MATCHES FOR "zelii"
Ghazal
zelii hikaayato.n me.n sabhii log kho ga.e
qissa tamaam phir se sunaanaa pa.Daa hame.n
Jaleel 'Aali'
Ghazal
mai.n zelii rasta nahii.n thaa magar mujhe us ne
na-jaane soch ke kyaa be-nishaan chho.Daa hai
Syed Fakhir Rizwi
Ghazal
mai.n huu.n jangal me.n utartaa hu.aa zelii rasta
KHilqat-e-shahr kaa hotaa hai guzar mujh se kam
Umair Najmi
Ghazal
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Ghazal
'zebii' ajiib daur hai ye vahshato.n kaa daur
saaya bhii apnaa maut kaa saaya dikhaa.ii de
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
'zebii' mai.n KHud ko sonaa samajhtii thii aur bas
mujh ko kisii ne dekh lo piital banaa diyaa
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
'zebii' rafiiq hote hai.n sab achchhe daur ke
jab vaqt ho ka.Daa ko.ii pahchaantaa nahii.n
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
daaman-e-jaama hai paa-bos tiraa ai 'mardaa.n'
jaama-zebii tirii nau-shaah mubaarak ho.e
Mardan Safi
Ghazal
dekh us kii jaama-zebii gul ne apnaa pairahan
is qadar phaa.Daa ki bulbul se nahii.n jaataa piyaa
Nazeer Akbarabadi
Ghazal
jaama-zebii pe tirii varna lagegaa ilzaam
ishq ke paikar-e-uryaa.n ko ravaa.e.n denaa
Zaheer Kashmiri
Ghazal
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
aaKHirii ab KHatm hone ko hai baab-e-zindagii
lo mukammal ho ga.ii 'zebii' kitaab-e-zindagii
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
aatii hii nahii.n us ko mirii yaad bhii 'zebii'
rasta to mire gaa.nv kaa dushvaar nahii.n thaa
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
vo dekh saamne raushan charaaG-e-manzil hai
hai 'zebii' azm safar kaa to phir na faasla dekh
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
sab chor luTere hai.n yahaa.n kaun valii hai
aise me.n bhii 'zebii' ko zamaane kii pa.Dii hai
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
ye dard mirii jaan kaa dushman banaa 'zebii'
is dard kaa rishta bhii ravaanii se ju.Daa hai
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
KHud-numaa.ii kaa use shauq hai kitnaa 'zebii'
apnii tasviir hai banvaa.ii kisii maanii se