SEARCH RESULTS
Showing search results for "zelii"
MOST RELEVANT MATCHES FOR "zelii"
Ghazal
zelii hikaayato.n me.n sabhii log kho ga.e
qissa tamaam phir se sunaanaa pa.Daa hame.n
Jaleel 'Aali'
Mazahiya
kisii buzurg ke nuur-e-nazar tufailii chor
kisii Dakait ke shaagird sirf zelii chor
Dilawar Figar
Ghazal
mai.n zelii rasta nahii.n thaa magar mujhe us ne
na-jaane soch ke kyaa be-nishaan chho.Daa hai
Syed Fakhir Rizwi
DICTIONARY MATCHES
BOOKS MATCHES FOR "zelii"
MORE MATCHES FOR "zelii"
Ghazal
Agha Hajju Sharaf
Nazm
urdu-e-mualla
suft-o-sa.ngii.n yaa libaas-e-aariyat baariik hai
jaama-zebii se qad-e-mauzuu.n par is ke Thiik hai
Safi Lakhnavi
Ghazal
'zebii' ajiib daur hai ye vahshato.n kaa daur
saaya bhii apnaa maut kaa saaya dikhaa.ii de
Zebunnisaa Zaibii
Nazm
aaina dekhna
shauq hai aam jaama-zebii kaa
jis ko dekhaa hai KHud-numaa dekhaa
Suraj Narayan Mehr
Ghazal
'zebii' mai.n KHud ko sonaa samajhtii thii aur bas
mujh ko kisii ne dekh lo piital banaa diyaa
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
'zebii' rafiiq hote hai.n sab achchhe daur ke
jab vaqt ho ka.Daa ko.ii pahchaantaa nahii.n
Zebunnisaa Zaibii
Ghazal
daaman-e-jaama hai paa-bos tiraa ai 'mardaa.n'
jaama-zebii tirii nau-shaah mubaarak ho.e
Mardan Safi
Ghazal
dekh us kii jaama-zebii gul ne apnaa pairahan
is qadar phaa.Daa ki bulbul se nahii.n jaataa piyaa
Nazeer Akbarabadi
Nazm
barsat ki sham
sar uThaa kar aasmaa.n kii jaama-zebii dekhiye
us kii ra.ngiinii me.n kyaa hai dil-farebii dekhiye
Bismil Allahabadi
Ghazal
jaama-zebii pe tirii varna lagegaa ilzaam
ishq ke paikar-e-uryaa.n ko ravaa.e.n denaa
