SEARCH RESULTS
Showing search results for "zoro.n"
Ghazal MATCHES FOR "zoro.n"
Ghazal
Chandra Shekhar Varma
Ghazal
is zamaane me.n KHamoshii se nikaltaa nahii.n kaam
naala pur-shor ho aur zoro.n pe fariyaad rahe
Wahshat Raza Ali Kalkatvi
Ghazal
jab milaa mujh ko samundar bas yahii kahtaa milaa
pyaas zoro.n kii lagii hai aur paanii chaahiye
Prashant Sharma Daraz
Ghazal
kashish kare hai vo mahtaab dil ko zoro.n kii
chalaa ye qatra bhii qulzum nisaar karne ko
Ahmad Javaid
Ghazal
zoro.n pe 'saliim' ab ke hai nafrat kaa bahaav
jo bach ke nikal aa.egaa tairaak vahii hai
Saleem Kausar
Ghazal
chalii hu.ii thii mirii baat jitne zoro.n se
usii hisaab se is kaa asar rukaa hu.aa hai
Zafar Iqbal
Ghazal
yaad-e-ayyaame ki thaa zoro.n pe jazb-e-husn-o-ishq
vo mire dil kaa ta.Dapnaa be-qaraarii aap kii
Taashshuq Lakhnavi
Ghazal
jab bhii vo milne kaa va.ada kartaa hai
dil meraa zoro.n se dha.Dkaa kartaa hai
Jitendra Tiwari
Ghazal
aa gale mil dard kaa rishta hai apne darmiyaa.n
itne zoro.n se na hindostaan paakistaan kar
Parvez Muzaffar
Ghazal
qahat-e-vafaa-e-ahd-o-paimaa.n hai in dino.n
zoro.n pe ehtiyaat-e-dil-o-jaa.n hai in dino.n
Zuhoor Nazar
Ghazal
avval-e-ishq hai dil kab hai samajhne vaalaa
abhii zoro.n pe hai is bahr par aafat kaa cha.Dhaa.o
Meer Mehdi Majrooh
Ghazal
Wazir Ali Saba Lakhnavi
Ghazal
Hayat Amrohvi
Ghazal
zoro.n pe bahut ab mirii aashufta-sarii hai
ye haal hai KHud se bhii mujhe be-KHabarii hai