SEARCH RESULTS
Showing search results for "'arsh'"
Nazm MATCHES FOR "'arsh'"
Nazm
jawab-e-shikwa
piir-e-garduu.n ne kahaa sun ke kahii.n hai ko.ii
bole sayyaare sar-e-arsh-e-barii.n hai ko.ii
Allama Iqbal
Nazm
iblis ki majlis-e-shura
saakinaan-e-arsh-e-aazam kii tamannaa.o.n kaa KHuu.n
is kii barbaadii pe aaj aamaada hai vo kaarsaaz
Allama Iqbal
Nazm
masjid-e-qurtuba
arsh-e-mo.allaa se kam siina-e-aadam nahii.n
garche kaf-e-KHaak kii had hai sip.har-e-kabuud
Allama Iqbal
Nazm
zindan ki ek sham
nuur me.n ghul gayaa hai arsh kaa niil
sabz gosho.n me.n niil-guu.n saa.e
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
kahan jaoge
arsh ke diida-e-namnaak se baarii-baarii
sab sitaare sar-e-KHaashaak baras jaa.e.nge
Faiz Ahmad Faiz
Nazm
dil hasin hai to mohabbat bhi hasin paida kar
pastii-e-KHaak pe kab tak tirii be-baal-o-parii
phir maqaam apnaa sar-e-arsh-e-barii.n paidaa kar
Jigar Moradabadi
Nazm
raat aur rail
ik sitaara TuuT kar jaise ravaa.n ho arsh se
rif.at-e-kohsaar se maidaan me.n aatii hu.ii
Asrarul Haq Majaz
Nazm
zindagi
arsa-e-dahr pe sarmaaya o mehnat kii ye ja.ng
amn o tahziib ke ruKHsaar se u.Dtaa hu.aa ra.ng
Jan Nisar Akhtar
Nazm
hindostan mera
deso.n me.n sab se achchhaa hindostaan meraa
ruu-e-zamii.n pe jannat, jannat-nishaan meraa
Arsh Malsiyani
Nazm
nur-jahan ka mazar
ai husn-e-jahaa.n-soz kahaa.n hai.n vo sharaare
kis baaG ke gul ho ga.e kis arsh ke taare
Tilok Chand Mahroom
Nazm
apahij gaDi ka aadmi
bhaTaktii hu.ii zer-e-arsh-e-barii.n phir rahii hai.n
unhe.n bhuul jaa.e.n
Akhtarul Iman
Nazm
fana
le arsh taa-ba-farsh chamaktaa hai jis kaa nuur
guzre hai un kii qabr pe jab vahsh aur tuyuur