SEARCH RESULTS
Showing search results for "'husain'"
Nazm MATCHES FOR "'husain'"
Nazm
zooming
dekhuu.n jo aasmaa.n se to itnii ba.Dii zamii.n
itnii ba.Dii zamiin pe chhoTaa saa ek shahr
Ashfaq Husain
Nazm
kisi ko udas dekh kar
tum apne husn kii ra.anaa.iyo.n pe rahm karo
vafaa fareb hai tuul-e-havas hai kuchh bhii nahii.n
Sahir Ludhianvi
Nazm
main tumhein yaad kar raha tha
jab daraKHt KHaamosh the
aur baadal shor kar rahe the
Sarvat Husain
Nazm
zauq o shauq
husn-e-azal kii hai numuud chaak hai parda-e-vajuud
dil ke liye hazaar suud ek nigaah kaa ziyaa.n!
Allama Iqbal
Nazm
ek pul banaya ja raha hai
pul banaane vaale kahte hai.n:
tum ne kabhii mohabbat nahii.n kii
Sarvat Husain
Nazm
hubb-e-watan
go vahii ham hai.n aur vahii duniyaa
par nahii.n ham ko lutf duniyaa kaa
Altaf Hussain Hali
Nazm
ai mere watan ke KHush-nawao
ro.uu.n ki ha.nsuu.n samajh na aa.e
haatho.n me.n hai.n phuul dil me.n ghaa.o
Ahmad Faraz
Nazm
b-tarz-e-manqibat-e-hazrat imam husain
اللہ کیا جگر تھا جفا میں حسین کا
جی ہی گیا ندان رضا میں حسین کا
Meer Taqi Meer
Nazm
tazad
yaziid naqsha-e-jaur-o-jafaa banaataa hai
husain us me.n KHat-e-karbalaa banaataa hai
Ghulam Mohammad Qasir
Nazm
daraKHt mere dost
aur duusro.n ke liye zinda rahnaa
bahut qiimtii hai.n ye baate.n
Sarvat Husain
Nazm
east india company ke farzandon se KHitab
jis ko sab kahte hai.n hitler bhe.Diyaa hai bhe.Diyaa
bhe.Diye ko maar do golii pa.e-amn-o-baqaa
Josh Malihabadi
Nazm
ek nazm kahin se bhi shurua ho sakti hai
phuul aa.nsuu aur ghanTiyaa.n is me.n piro.ii jaa saktii hai.n
ise andhere me.n gaayaa jaa saktaa hai
Sarvat Husain
Nazm
munajat-e-bewa
tujh se hai.n sab tujh saa nahii.n ko.ii
jot hai terii jal aur thal me.n
Altaf Hussain Hali
Nazm
kahna baDon ka mano
maa.n baap aur ustaad sab hai.n KHudaa kii rahmat
hai rok-Tok un kii haq me.n tumhaare ne.amat
Altaf Hussain Hali
Nazm
nashat-e-umid
hotii hai tuu pusht pe himmat kii jab
mushkile.n aasaa.n nazar aatii hai.n sab